MINE ANTI PERSONNEL M-18, DIRECTIONAL FRAGMENTATION (CLAY MORE MINE)
MINE ANTI PERSONNEL M-18, DIRECTIONAL
FRAGMENTATION (CLAY MORE MINE)
1. Claymore Mine ki Visheshtayen,
technical data aur accessories se jankari.
(a) Technical
data.
(i)
Nomenclature
-
Mine Anti Pers M-18,
Directional
fragmentation.
(ii)
Material -
Molded case fibre glass plastic.
(iii)
Colour
- OG.
(iv)
Length
- 22cm.
(v)
Height
- 13cm.
(vi)
Thickness - 5cm.
(vii) Wazan - 1.5 kg.
(viii) Explosive ka wazan -
700gm.
(ix)
Fuze - M-6 Detonator.
(x)
Killing
area - 50 m.
(xi)
Casualty - 100m.
(xii) Danger area - 250 m.
(xiii) Back blast
- 16 m.
(xiv) Packing
- 1 Box mein 06 Mine.
(xv) Box ka wazan
- 9.5 kg.
(xvi) Ek 1x3 Ton load -
850 Mine.
(b) Accessories.
(i) Firing
device M 57 - Electric current paida karne ke liye.
(ii) Firing
cable 30 mtr - Current ko le jane ke liye.
(iii) Test set M-40 -
Device M-57 ko check karne ke
liye. (iv) Detonator M-6 - Mine ko chalane ke liye.
(c) Asar. Mine chalne par 700 steel ball 2 mtr ki
unchai mein aur 90 degree ke angle mein failte hain.
2. Aiming, Arming, Direct Role Fire aur Disarm.
(a) Arming. Claymore Mine ko is prakar se arm kiya
jata hai :-
(i) Mine
ko rakhne ki jagha chuno.
(ii) Leg
kholkar zamin mein lagao.
(iii) Arrow
mark dushman ki taraf karo.
(iv) Mine
ka pip sight ko samne target ki taraf set karo.
(v) Set hone ke bad Mine ke leg ko achhi tarah zamin mein dabao
aur dubara aim ko check karo.
(b) Arming,
Direct Role fire.
(i) Mine
aur firing point k beech cable bichhao.
(ii) Mine
ke kisi ek leg ke saath cable ko bandho aur camouflage karo.
(iii) Kisi ek detonator way mein detonator dalo
aur shipping plug ko laga do.
(c) Fire karna.
(i) Fire
karne se pahle M-57 firing device ka safety clip upar karo.
(ii) Firing
cable ko firing device ke saath joro.
(iii) Safety
clip ko fire par karo aur handle ko jor se dabao.
3. Arm Indirect Role, Neuteralize aur Disarm Karna.
(a) Arming
Indirect role.
(i) Mine
ko target par aim karo aur set karo.
(ii) Switch
No-4 pull MK-I ka istemal karte hue trip wire bandho.
(iii) Cordex ka tukra lekar detonator No- 27
per bandho aur ek dusara No-27 detonator ko snot ke saath lagao, aur donon ko
winding kar do.
(iv) Ek dusra cordex ko lekar uske sire par
Detonator No-27 ko bandho aur mine ke fuze way mein fit kar do.
(v) Switch No-4 pull MK-I ka safety pin ko
nikalkar donon cordex ko aapas mein winding kar do.
(b) Neutralize
Switch No-4 aur pull MK-I mein safety pin lagao.
(c) Disarm
karna.
(i) Mine
aur switch No-4 ke bich ka cordex khol do aur alag-alag karo.
(ii) Switch
mein safety pin lagao aur detonator alag karo.
(iii) Mine
se detonator alag karo.
(iv) Mine
ko saaf karen aur pack karein.
(d) Employment
/ Istemal.
(i) Defence
ke age/ EW ka kam karne ke liye.
(ii) Tang
ghaati mein.
(iii) Kisi
mor par.
(iv) Ambush
mein.
(v) Dushman
ke mumkin aane wale raste par.
4. Agar har jawan Claymore Mine ka istemal
karne ke tariqe ke bare mein achhi tarah se jankari rakhta ho to kisi ambush
mein ya phir dushman ke aane ke tang raste aur apna defence ke age isko lagakar
apni suraksha rakhte hue dushman ko nuksan pahuncha sakte hai.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
If you have any questions please let me know