84 MM RL KA technical data
84 MM RL
KA TAKNIKI VIVRAN
Launcher ki Visheshtaen
1. Is launcher ki sab se bari khasusiat iski
accuracy aur kargarta hai. Iski visheshtaen is prakar hain :-
(a) Qutar - 84mm
(b) Barrel ki lambai - 83 cm
(c) Venturi ki lambai - 30 cm
(d) Total lambai - 113
cm
(e) Launcher ka wazan - 14.2 Kg
(f) Mount ka wazan - 0.8 Kg
(g) Telescopic sight ka wazan - 1.1 Kg
(h) Telescope sight aur mount ke - 16.1 kg
sath launcher ka wt
(j) Rate of fire - 6
rds per mintue
(k) Sight radius - 296
mm
(l) Sidhhant - Breech loaded,Laterally percussion
fired.(Thokar se fire)
(m) Rifling ka ghumao - Dahine
(n) Back Blast.
(i) Lambai - 15
m venturi se pichhe shola nikkalta hai.
(ii) Chaurai - 12m
jab lambai 15m
(iii) Angle - 90 degree
(iv) Back
Blast Danger Area - HEAT- 60m
- HE- 75m
(o) No of grooves - 24
(p) Trigger pull - 2.5 se 5 Kg
(q) Auth per Inf Bn - 38
2. BBDA (BACK BLAST DANGER AREA) : Launcher ke back blast area mein
shola 15m tak nikalta hai aur is beech
rakhi koi bhi vastu jal kar bhasam ho
jati hai lekin iska back blast effect 60m tak HEAT ke fire mein, aur 75m tak HE
ke fire mein jata hai. Is ilaqe ko BBDA (Back Blast Danger Area) kehte hain aur
kisi bhi jandar vastu ka BBDA mein hona
varjit hai.
3. Launcher ke hisse purze is prakar hain
jaise ki chitra mein dikhaye gaye hain.
Figure
1 - 84 mm Rocket
Launcher ke Hisse Purze
Ammunition ki Visheshtaen
4. 84 mm RL se 7 prakar ke amn fire kiye jate
hain :-
(a) HEAT (High
Explosive - Anti Tank).
(i) 3 Type -FFV 651, FFV 551, FFV 751.
(b) TPT
(Target Practice Tracer).(FFV 65)
(c) HE (High
Explosive). (FFV 441B)
(d) Illuminating.(FFV
545)
(e) Smoke.
(FFV 469)
(f) 9mm Sub
Calibre Adapter.(219)
(g) HEDP (FFV
502)
Note :- FFV - Forenade Fabrics Verkan - United Factory
Works.
5. HEAT Round. Is ammunition ko tankon, bunker ya pill boxes
ke khilaf istemal kiya jata hai. Round ke phatne se tgt ke kai tukre ho jate
hain jisse ird gird dushman ke jawanon ko
bhi nuqsan pahunchaya ja sakta hai. Iski visheshtaen is prakar hain :-
(a) Wazan - 2.6 Kg
(b) Do
round ke saath - 7.0 Kg
shamil
carrier
(c) Muzzle
velocity - 310
M/Sec
(d) Lohe
ki chaddar mein ghusao ki taqat - 400mm
RCC
Target mein ghusao ki taqat - 1000mm
(e) Fuze - Direct action fuze
(f)
HEAT Round Arming Distance - 5 to 15 Mtrs
(g) Kargar
range. :
(i) Khare target par - 500 m
(ii) Harkati target par - 400 m
(h) Siddhant - Hollow
Charge.
6. TPT Round. Yeh training ke dauran practice dene ke
liye istemal kiya jata hai aur isse bilkul HEAT round ki tarah banaya gaya hai.
Farq sirf itna hai ki ismein nose par
fuze nahin hota aur tank barbad karne ke
liye barud bhi nahi hota.
7. HE Round. Is round se hum khule mein ya trenchon
mein chupe dushman ko barbad karne ke liye istemal kar sakte hain aur saath hi
patle lohe ki chaddar se bani hui garion ke khilaf bhi istemal kiya ja sakta
hai. Isse hum Air Burst (Hawa mein phatne ki qabliyat) karwa sakte hai. Iski
visheshtaen is prakar hai :-
(a) Wazan - 3.1 Kg
(b) Do
round carrier ke saath - 8.2 Kg
(c) Muzzle
velocity - 240 m/sec
(d) Ziada
se ziada range - 1000 M
(e) Air
burst ki zamin se unchai - 6
se 9 M
(f) Fuze
(FFV 447) - Time&impact mechanism fuze.
Armed
at 3500 RPM of spin
(g)
HE Round Pellet I
- 850 Steel Ball
(h) HE
Round Arming distance - 40 to 70 Mtrs
(j) Time
of flight - 700m at 3.4sec
Note . Jab HE Round hawa mein phattha
hain to ismein se chhoti
chhoti steel ke
charre/ balls nikalte hain jo ki
tgt ko barbad karte hain. Is round mein 850 steel balls NEOPRENE rubber ke
saath filled hote hain.
8. ILL Round. Is round ke fire se kafi roshni paida
hoti hain jiski wajah se hum raat ke
waqt aimed fire dal sakte hain. Yeh
round raat ke waqt battle fd mein
roshni dene ka kaam karta hai.
Iski visheshtaen is prakar hai :-
(a) Wazan - 3.1 Kg.
(b) Do round carrier ke saath ‘- 8.2
Kg.
(c) Muzzle velocity - 260
m/sec.
(d) Range
(i)
Max - 2100 m.
(ii)
Min - 300m.
(e) Zamin
se phatane ki unchi - 200m
(f) Roshni
ka ilaqa - 400
se 500m ke daire mein.
(g) Roshni
dene ka samay - 30
Sec +/- 5 sec
(h) Roshni
dene ki takat - 6, 50 , 000Candle power.
(j) Rate
of desent - 5M/sec
(k) Fire
ke angle - 20
aur 25Degree.
(l) Fuse
(FFV 64C) - Time
Combustion fuze.
9. Smoke Round. Yeh round dushman ko andha karne ke
liye yah dhuen ka parda banane ke liye istemal kiya jata hai. Sight lagana aur
shist lena hu-ba-hu HE round ki tarah
hai. Iski visheshtaen is prakar hain :-
(a) Wazan - 3.1 Kg
(b) Do
round carrier ke saath - 8.2 Kg
(c) Muzzle
velocity - 240m/sec
(d) Kargar
range - 1300m
(e) Smoke
screen ki chaurai - 15m
10. 9 MM Sub Calibre Adapter(219). Training ke dauran ammunition ki bachat karne ke liye 9mm Sub
Calibre ka istemal karte hai. . Is ka wazan 2.9 Kg hai aur shakal lag bhag HEAT round se milti hai. Iski madad
se hum ek 9mm tracer round fire karte
hain jiski trajectory lagbhag HEAT ki tarah hi hoti hai. Iske saath 6mm cap bhi
aati hai, jis par RL ki firing pin thokar marti hai.
11. Yeh ammunition (9mm ke ilawa) ek plastic
container mein ata hai jismein do round ate hai. Har container ke saath strap
laga hota hai jisse isko asani se uthaya
ja sake.
Fig.
2 9mm Sub Calibre Adapter 219
Launcher ke Saath Saman
12. Iske
saath teen bag ate hain :-
(a) Sight bag
(b) Bag No 1
(c) Bag No 2
13. Sight Bag. Is bag mein nimn saman ata hai :-
(a) Telescopic sight
(b) Brush
(c) Safai ka kapra
(d) Luminous sight adaptor
(e) Pendulum sight with cover
Fig.
3 Sight Bag Mein Saman
14. Bag No 1. Ismein nimn saman ate hai :-
(a) Tool Roll
(i) Main spring - 01
(ii) Foresight assembly - 01
(iii) Drift - 02
(iv) Spanner, fore Sight t - 01
and rear
sigh
(v) Screw drivers - 03(5,10,15mm)
(vi) Spare part box - 01
(aa) Spare part box mein nimn saman ata hai
:-
(aaa) Cap rear, Cap front.
(aab) Firing
pin assembly.
(aac) Rear sight slide.
(aad) Extractor screw.
(aae) Screw, rear sight slide, trigger aur locking
plate.
(aaf) Measure plate 0.25 MM.
(aag) Fore sight screw nut, fore sight screw
trigger sear.
(aah) Trigger sear spring .
(aaj) Trigger axis pin aur trigger sear axis pin.
(aak) Trigger spring.
(aal) Extractor spring.
(aam) Locking plate.
(b) Bore Sight Adapter.
(i) Front Bore sight adapter.
(ii) Rear Bore sight adapter.
Figure 4 – Bag No 1 Ka Saman
Figure 5 Tool Roll ka Saman
Figure 6 Spare Part Box ka Saman
15. Bag No 2. Ismein nimn saman ata hai :-
(a) Cleaning rod.
(b) Cleaning tool.
(c) Box mein oiling brush.
(d) Box mein safai ke brush.
(e) Safai ka kapra.
Figure 7 Bag No 2 ka Saman
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
If you have any questions please let me know