BATTLEFIELD SURVEILLANCE RADAR INDIGENOUS (SHORT RANGE)
BATTLEFIELD SURVEILLANCE RADAR INDIGENOUS
(SHORT RANGE)
Parichay
Kisi bhi operation ke dauran
infantry ki kamyabi ke liye yeh zaruri hai ki dushman ki zyada se zyada khabar
haasil ki jaye. Waqt se pahle dushman ki
harkaton ke bare mein pata karne ke liye kai tarah ki tukrian aur upkaran kam
mein ate hain, jaise LC patrol, Depth area patrol, recce
patrol, OP/LPs, stay behind parties, binocular, trip flare ityadi jinke bare
mein aap pahle se hi waqif hain. Isi shrinkhala mein dushman ki harkat ka zyada
duri par pata lagane wala ek navintam upakaran hai BFSR SR, yeh khas infantry
aur Recce and Support Battalion ke upyog ke lie taiyar kiya gaya hai.
BFSR SR se Waqfiat
(a) |
Total
Wt Radar And Assy |
47.21 kg |
(b) |
Total
Weight |
29.9 kg |
(c) |
Transciever
|
12.6 kg |
(d) |
Pedestal
|
7.5kg |
(e) |
CDU(Control Display Unit) |
6.7 kg |
(f) |
Tripod
|
3.1 kg |
(g) |
Battery
Cable |
600g |
(h) |
Data
With Bobbin |
1.9 kg |
(j) |
Head
Set Assy |
400g |
(k) |
Telescop |
560g |
(l) |
Cable
Type |
2 wire jd |
(m) |
Life of
Battery |
2 se 3 yr |
(n) |
Setting
Time |
5 min (approx) |
(o) |
Power
Supply |
24 v lithium
recharbale battery |
(p) |
Operating
Range |
21 to 30 v dc |
(q) |
Azimuth
Coverage |
359 degrees max |
(r) |
Frequency
|
20 mhz (21 channel) |
(s) |
Accuracy
|
+/- 20 m |
(t) |
Azimuth |
4 degree |
(u) |
Detection Range |
|
|
(i) Chalte Huwe Admi Ki Tukri |
5 km |
|
(ii) Chalte Huwe Gari |
8 km |
|
(iii) Single Walking Man |
2 km |
|
(iv) Min Range |
100M |
|
(v) Maximum Range |
18 KM |
|
(vi) Crawling Man |
500M |
|
(vii) Heavy Veh |
10 KM |
|
(viii) B Veh |
08 KM |
2. Visheshtayen
(Characteristics). BFSR ek portable aur battery se chalne wala radarhai. jo khas infantry ke istemal mein ata hai.
Ise zamin par harkat karne wale admi aur garion ke bare mein jankari haasil
karne ke lie istemal kiya jata hai.
Hisse(Parts)
3.
Is radar ko char hisso mein banta ja sakta
hai:-
(a) CDU(Control Display Unit). Iska casing
alluminium ka bana hua hai. Operating control iske side mein bana hota hai. Yeh
is system ka control unit hai. Yeh ek all weather equipment hai aur isko
batteries aur antenna se connect kiya jata hai.
(b) Tripod
Stand. Is mein ek
mounting head assembly aur teen telescopic legs hote hain. Mounting head
assembly ya pedestal guide pedestal se jurta hai aur uske upar mein ek bubble window
hoti hai. Mounting head assembly ko 359 degree ghumaya ja sakta hai. Telescopic
legs ke teen hisse hote hain aur alluminium ke bane hue hain.
(c) Pedestal. Yeh ek flexible neck ki tarah hota hai jo ke
tripod aurantenna ko connect karta
hai. iske andar antenna ko harkat dene ke liye do motor hoti hain.
(d) Transceiver
Antenna. Yeh ek all weather mein operate
karne wala equipment hai. jo ek aluminium casing mein band hai. Iske upar ek
telescopic sight mounthai jo ki isko calliberate karne ke kaam aata hai. Isko
pedestal par mount hokar 359 degrees ke ilake
ko scan kar sakte hain.
Working Principle (Chal Ka Sidhant)
4. BFSR
SR se ek second mein 2600 pulse RF energy transmit hota hai, jo kisi bhi
vastutarget par takrakar wapas hoti hai aur jo radar par jahir hoti hai. Sirf
harkati target ko hi yeh pata kar sakta hai aur radar ke head phones mein awaz
sunai deta hai aur range display par target ki details deta hai. BFSR SR line
of sight aur DOPPLER effect ke principle par kaam karta hai.
Istemal (Tactics Emp)
5.
BFSR ka istemal kai halato mein kiya ja sakta
hai jaise ki:-
(a) Kam visibility (Andheri raat).
(c) Fog
(kohra).
(d) Smoke
(Dhuan).
(e) Dust
Storm (Aandhi /Toofan).
(f) Barish.
(g) Snow
fall.
6.
Surveillanveaur Observation. Dushman ki approaches, khas
ahmiyat wale zamin par nazar rakhna.
7.
Defence Mein. Patrolling mein istemal, defence ke gaps
ka suvellience aur infiltration routes ki dekhbhal.
8.
Attack Mein. Dushman ke defence ke failao ke bare mein
khabar haasil karna, attack mein firm base ke open flank ke dekhbal, dushman ke
main defence ke aage harkat karte chotte tukriyon ka pata lagana.
12. Hadbandiyan.
(a)
2 ft/section se dhire crawl karte hue admi ka
detection nahin hoga.
(b)
Single aadmi aur group
ke beech ka farak pata karna mushkil hai. Yeh 60m tak ke target ko ek hi
samajhta hai.
(c)
Adhik jungle wale ilake mein detection
mushkil.
(d)
Tez hawa mein pedon ke beech detection
mushkil.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
If you have any questions please let me know