Alag Alag Posn se 7.62 mm SIG Sauer Rif par Durust Pakar Hasil Karna, Shist Lena aur Fire Karne ka tariqa sikhana hai.





LESSON PLAN 

 

SUBJECT: ALAG ALAG POSN SE 7.62 MM SIG SAUER RIF PAR DURUST              SYLLABUS REF : INF SCHOOL, (MHOW)  

PAKAR HANSIL KARNA, SHIST LENA AUR FIRE KARNE KA    

TARIQA SIKHANA HAI. SYLLABUS REF : SIG SAUER II 

 

TIME ALLOTED: 80 MINUTES PERIOD NO  02 

 

S/NO 

TARTIB 

TEACHING POINTS 

TRG AIDS 

TIME 

REMARKS 

Actual 

Running 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

1. 

 

SHURU  

SHURU KA  

KAM 

  1. Class ki ginti groupon mein bant . 

  1. Hathiyar aur saman ka nirikshan. 

  1. Bandobast ki karwai. 

  

SIG Sauer Rifle, Mag, Drill Carts, 1’ X 1’ Tgt, Bhin-bhin prakar ki arh. 

 

01 

 

01 

 

Nirikshan class se karaya jaye. 

 

2. 

DOHRAI 

Q1.   SIG Sauer Rif ki mag mein kitne rds bhare jate hain ? 

A.     20 rounds. 

Q.2. Make safe aur khali kar mein kya antar hai 

A.   Make safe mein bhara mag aur khali kar mein khali mag chadhya jata hai. 

 

 

 

 

01 

 

 

02 

 

Dohrai pahle lesson se ek ya do question puchhkar le sakte hain. 

3. 

PAHUNCH 

 SIG Sauer Rif se kai posn se fire kiya jata hai lekin posn aisi honi chahiye ki aasani se ikhitihar kiya ja sake aur hathiyar par majboot pakar hasil ki ja sake. Ladai ke maidan mein kaun si posn ikhitihar ki jaegi yeh to zamin ki banawat aur kudrati sidhai par nirbhar karta hai. Isliye har ek jawan ko kudrati sidhai hasil karna aur firing posn lene ka tariqa pata hona chahiye taki hathiyar ka pura faida uthaya ja sake. Lakin yeh tabhi sambhav hai jab ke har ek jawan ne SQD post trg ke dauran achhi sikhlai paya ho. Innhi baton ko maddhenazar rakhte hue iss  sabak ka uddesh 

 

 

 

 

 

01 

 

 

 

 

03 

 

 

 

Pahunch sabaq se sambandhit ho. 

 

2 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

4. 

 

UDDESH 

 

Alag Alag Posn se 7.62 mm SIG Sauer Rif par Durust Pakar Hasil Karna, Shist Lena aur Fire Karne ka tariqa sikhana hai. 

 

 

01 

 

04 

 

Do bar bataya jayega. 

5. 

SAMAN 

7.62 mm SIG Sauer Rif, Mag, Dill Carts, 1’ X 1’ Tgt, Ground Sheet, Sand Bag, Fire Trenches, Sahi Shist ka board, Sahi shist lene ka mahatwa board aur Sight alignment aur Sight picture ka model. 

 

As per trg aids. 

 

01 

 

05 

 

Saman ko point karke batayenge. 

 

6. 

 

BHAGON MEIN BANT 

Sabak ko teen bhagon mein sikhaoonga  

 

Bhag -I      Alag alag posn se SIG sauer rifle par durust pakar hasil karna. 

Bhag -II     Durust shist lena.                        

Bhag -III    Fire karne ka tariqa.   

, 

                             

 

 

 

 

01 

 

 

 

06 

 

 

 

Sabak ko tartibwar chalane ke liye. 

 

 

BHAG –I  

DEMO 

 

Bhag I    Alag alag posn se SIG sauer rifle par durust pakar hasil karna 

 

Kisi bhi firing posn ki teen buniyadi usul hain. (Class se ek student bula kar laying posn akhtair karwa liya jaye aur ustad bayan ke sath bataye 

(i) Kudrati Sidhai   Agar dahine kandhe ka firer ho toh tgt, rif, dahina kandha aur sarir ka dahina ang ek sidh mein hona chahiye. agar bayen kandhe ka firer ho toh tgt, rif, bayan kandha aur sarir ka bayan ang ek sidh mein hona chahiye. 

 

 

 

 

 

3 

 

 

 

(ii) Bone Support      aap apna dayan sabhi fg posn pe le jaye 

jismein bone ka support hota hai, jaisa ki aap dekh rahe hai ki laying posn mein dono hath ki kohini support ka kaam kar raha hai. do hath ki kohini ke loose wali maas ko ander aur bahar karte huye support ko sathir Karen.  

(iii) Relax Muscles    relax muscle ko samjhne ke liye class dono hath ki muthi ko puri takat ke sath band Karne ka kousis Karen, jisse hath mein kampan paida ho raha hai thik usi prakar se jav aap rif ke uppar majhboot pakar ko hasil karne ke liye jada bal ka proyog karte hain toh muscles mein kampan paida hoti hain. 

 

 

Siklai ke lihaz se Sig Rif ko 4 posn se fire kiya jata hai 

(a) Laying posn  

(b) Kneeling Posn 

(c) Sitting posn 

(d) Standing Posn 

 

Laying posn. Laying posn assani se akhtiyar ki jane wali aramdayak aur bunyadi posn hai. Is posn mein badan ka khaka chhota banta hai, jis se larai ke maidan mein nichi se nichi arh ke pichhe se dushman ki najar aur fire se bachte hue dushman ke uppar kargar fire dal sakte hai.   

 

Q1. Laying posn kyu ikhtayar kiya jata hai 

 

 

 

 

 

 

 

4 

 

 

 

 

Laying posn ikhatayar karne ka tarika.   Agar dahine kandha 

 ka firer ho toh dahine paon se tgt ko align kare agar left hand firer ho toh bayen paon se tgt ko align kare aur hath ka tek lete hue laying posn ikhtayar kare. Isi karwahi ko dekhne ke liye class se ek student sthan le… 

Rif ko majoot pakar hasil karne ke liye sarir kea lag alag ango ke kaam 

(a) Bayan hath.     Bayan hath ka pakar uppar receiver assy ka niche wala hissa par Charon anguli bahar se aur angutha under se, 

bayen hath Rif ko nichhe jane se rokta hai aur hand guard ke niche support ka kaam karta hai. 

 

(b)   Dahina hath.    Dahine hath se pistol grip par is prakar se pakren ki teenon anguliyan bahar se, angutha andar se aur kalme wali anguli trigger guard ke aar-paar ho. Dahina hath Rif ko khandeh ki taraf khinch kar rakhta hai aur sath hi Rif ko majbooti se pakarne mein madad deta hai.   

 

 (c) Kandha.     Butt ko kandah ka joh gadah banta hai wahan rakhen na ki haddi ke upar. Kandha butt ko tikne ke liye jagah deta hai aur rif ko pichhe jane se rokta hai 

 

(d)    Sir.     Sir ko butt par is prakar rakhen ki gaal ka narm wala bhag butt par tik jaye. Sir se butt ko nichhe na dabayen. Eye relief takriban 3” se 4” honi chahiye. Yeh posn butt par hamesha ek jagah aur ek jaisi honi chahiye.   

 

 

 

 

 

 

5 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

     

Firing posn ikhatiyar karne ke baad puri pakar ko majboot kare dyan rahe pkar ko majboot karte sammay firer ki kudrati sidhayi na bigre.         

 

Lying Supported Posn. (Student ko bulakar lying unsupported posn ekhtaiyar ho jane ke baad ustad kneeling posn se bayan karen) Rg par pahle posn lete samay unsupported posn len uske baad hi unchai ke anusar support lagayen. Support lagate samay dhyan rahe ki firer ki kudrati sidhai na bigde. Sath hi agar support naram mitti ki hai to bayen hath ki kalai ko sp ke sath lagaen. Agar sakht mitti ki hai to support par hand guard ko rakha jae.  

 

Kohni ka support (Elbow Support). (Lying support posn ke bare mein samjane ke baad ustad kneeling posn se hi elbow support posn ke bare mein bayan ke sath samajana hai)  

 

Yadi rif ko unsupport posn se zero kiya jaye aur support ke sath fire kiya jaye to goliyan POA ki jagah se uppar lagte hai. Agar rif ko supported posn se zero kiya jaye aur unsupported posn se fire kiya jaye to goliyan POA ki jagah se nichhe lagti hai. Isiliye Rif ko elbow support se zero karna chahiye, taki kisi bhi posn se fire karne par goliyan POA par lage. Elbow support posn ekhtaiyar karne ke liye pahle lying unsupported posn akhtiyar Karen uske baad kohni ke aage ek char inch unchi naram mitti ke support lagayen. Aise karne se firer ko firing ke dauran kafi sthirta milti hai. 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above Trg aid 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

6 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

 

  Kneeling Posn.    Kneeling Posn kyu ikhtayar kiya jata hai? 

 

Kneeling Unsupported Posn      Agar dahine kandhe ka firer ho toh dahine paon se tgt ko align kare agar left hand firer ho toh bayen paon se tgt ko align kare aur kneeling posn ikhtiyar kare. Butt aur kandeh ka milap Karen, is posn mein dekhne wali baten bayen paon tgt ke sidh par dahine ghutne pura dahine aur zamin par tikka hua, Body wieght dahine paon ki erri par, Bayen hath ke kohni ko bayen ghutne par is prakar rakhen ki  haddi se haddi ka milap na ho. Bayen hath ka pakar uppar receiver assy ka niche wala hissa par Charon anguli bahar se angutha under se, Dahine hath ka pakar pistol grip par teeno anguli bahar se angutha under se kalme wali anguli trigger guard ke aar paar, aur butt ko dahine khande ke gadde mein jamao aur dahini kohni ko uppar aur zamin ke samanantar rakhen aisa karne se butt ko kandhe mein jamane ke liye kafi jagah mil jati hai. 

 

Kneeling Supported Posn      Kneeling supported posn ikhtiyar karne ke liye sabse pahle kneeling unsupported posn ikhtiyar karen. Ab itna aage harkat karen ki bayen hath aur bayen paon support ke sath mil jae. Rif ka koi bhi hissa support ke sath nahi lagna chahiye, nahi to firer ko jaldi jaldi POA badli karne mein dikkat hogi, kneeling posn mein kisi bhi student ko oi sawal, sawal nahi to up. 

 

 

 

 

 

7 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

 

Sitting PosnSitting posn kyu ikhtayar kiya jata hain? 

 

Sitting Posn      Agar dahine kandha ka firer ho toh dahine paon se tgt ko align kare agar left kandha firer ho toh bayen paon se tgt ko align kare aur hath ka take late hue Sitting posn ikhtiyar kare. Butt aur Kandeh ka milap Karen. Is posn mein dekhein wali baatein. Bayen paon tgt ki sidh mein, dahine paon dahine kadh ke mutabik khula hua. Dono paon ki addi zamin ke sath lagi hue, toe aasman ko point karta hua. Dono hath ki kohni dono dono ghutne ke upper baaki pakad and posn pahle wali posn ki tarah. 

Standing Posn aur Fire Trench ka Istemal. Standing posn kab istemal kiya jata hai? 

  

Standing PosnAgar dahine kandhe ka firer ho toh dahine paon se tgt ko align kare agar left hand firer ho toh bayen paon se tgt ko align kare aur hath ka take late hue Sitting posn ikhtiyar kare. Butt aur kandeh ka milap Karen. Is posn mein dekhne wali baten, bayen paon tgt ke sidh mein, bayen paon mein khamb nikla hua. dahine paon kadh ke mutabik khula ho aur pichhe ho, body wt bayen paon ke upar, Bayen hath ka pakar baki posn ke tulna mein uppar receiver assy ka thora aage se pakara jaye jisse Rif ka jyada se jyada wajan dahine hath ke upar ajaye, aisa karne se rif ko sahara milega aur rif jayda nahin hilegi. Dahine hath ka pakar pistol grip par teeno anguli bahar se angutha under se kalme wali anguli trigger guard ke aar paar, butt ko dahine khande ke gadde mein jamao aur dahini kohni  

ko uppar aur zamin ke samanantar rakhen aisa karne se butt ko kandhe mein jamane ke liye kafi jagah mil jati hai, nigah samne, standing posn mein kisi bhi student ko oi sawal, sawal nahi to up..  

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above Trg aid 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

 

8 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

 

 

Standing in Fire Trench    Standing posn se fire trench ka istemal karne ke liye Rif ko niche rakhen trench ko apni height ke anusar set karen, pahle standing unsupported posn ekhtaiyar karen uske bad tab tak age harkat karen jab tak badan ka bayen aur agla hissa diwar ke sath na lag jaye, is posn mein dekhne wali baten, badan ke bayen aur agla hisse diwar ke sath lagi ho, dahine paon thora dahine aur pichhe, donon kohniyan trench se bahar zamin par jama hua aur chest ke wazan se kohniyon ko dabakar rakhen, baki hathiyar par pakar lying supported posn ki tarah, nigah samne posn mein kisi bhi student ko oi sawal, sawal nahi to up. 

 

Wobble AreaShist lete waqt, brl uppar niche dahine baye harkat karta hai is harkat ki had ke beech jo ilaka banta hai, use wobble area kahte hain. Yeh harkat kudarti hai. Jisko puri tarah dur nahi kiya ja sakta hai. Jitna ziada rif ko sahara milega, uthna hi wobble 

area kam banega. Unsupported posn se fire kiya jaye to woubble area ziada banega, khas taur par us waqt jab standing unsupported posn se fire kiya jaye. 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above trg aid 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

ABHYAS 

Yeh tha bhag - I ka demonstration abhi hoga issi ka abhyas , Pure class se abhyas karaya jae. 

 

 

 

08 

 

36 

Abhyas pure class se karaya jaye. 

 

 

9 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

BHAG -II 

DEMO 

 

DURUST SHIST LENA. 

 

Durust Shist Lena.     Jab ek firer apne aankh aur dimag ka sahi talmel karte hue apne hathiyar ke uppar lagi hue sighton ka istemal karte hue shist ko POA par milata hai use shist lena kahte hain.                                                                            

 

Shist ka kaida.      Koi ek firing posn ko ikhtiyar karen. Rif ko sidha aur majboot pakren. Tgt ka khaka apne dimag mein bithayen. Koi ek aankh band karen. Rear sight operture ke beechon beech fore sight tip ki noke ko POA par milayen aur durust sight picture hasil karen. Sans par kabu rakhte hue trigger press karen. Trigger press karne se pahle nazar fore sight ki tip par layen. Is prakar jab ek firer durust shist lene ki karwai karta hai to wo do baton ko amal mein lata hai :- 

 

(a)   Sight Alignment.   Jab ek firer back sight operture ke Madhya mein fore sight tip ko milata hai, yani ki firer ki aankh, back sight operture ke Madhya aur fore sight tip ko ek line mein milane ki karwai ko sight alignment kahte hain. 

 

(b)  Sight Picture    Drust allign ki gai sight ko POA par milane ki karwai ko sight picture kahte hain, yani ki firer ki aankh, back sight operture ke Madhya fore sight tip aur POA tak jo farziya line banti hai use sight picture kahte hain (Ustad sight alignment aur sight picture ke bare mein sight picture ki model ke madad se bayan ke sath samjana hai) 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

sahi shist bd, shist ka mahatwa bd 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

15 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

51 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Abhyas pure class se karaya jaye. 

 

10 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

 

SHIST LETE SAMAY HONE WALI GALTIYAN. 

Jab ek firer majboot pakar, durust shist lekar fire karta hai to bhi uski goliyan kabhi-kabhi POA se hat kar lagti hain. Is ka karan anya takniki karnon ke sath sath manav aankh ki khasusiyat bhi hai. Har insan ke aankh ki yeh kamjori hai ki aankh ek hi samay par do alag alag fasle par alag alag nishanon ko ek sath focus nahi kar sakti. Isko mahsoos karne ke liye class apne bayen hath ke anguthe ko khara karen (is dauran ustad class ke pichhe aaker bayan karna hai) aur kisi ek nishan ko chune. Jab aap apni nigah kisi nishan par karte hain to aapko apna angutha dhundhla dikhai deta hai aur agar angutha par nigah jamate hain to nishan dhundhai dikhai deta hai. (Ustad apne jagah par akar bayan karna hai) 

 

Thik isi prakar se shist lete waqt agar jawan POA ko dekhne par jayda jor deta hai toh use fore sight tip dhundhli dikhai deti hai aur wo foresight tip ko opparture ke Madhya mein na rakh pane ki galti kar jata hai, jise sight alignment ki galti kahte hainJab firer foresight tip ko dekhne mein jayda jor deta hai toh POA dhundhla dikhai deti hai, jisse woh sahi POA na chunne ki galti kar jata hai, jise Sight Picture ki galti kahte hain. Isse aur samjeh ap sahi shist ki bd ki madad se (Ustad, pahle Sahi shist ki bd se waqfiat phir bayan ke sath samjana hai 

 

Ladai ke maidan mein agar ek jawan sight picture ki galti karta hai to goli tgt ko hit karti hai kyonki yeh galti har ek rg par ek jaisi rahti hai, lekin sight alignment ki galti karne par badhte hue rg ke sath-sath goli tgt ko bhi chhor sakti hai kyonki yeh galti badhte hue rg ke sath badhti hai. Isi liye sight alignment ki ahmiyat sight picture se jayda hai. Isse samjeh auur samjeh aap sahi shist ki mahatwa bd ki madad se (Ustad, hle Sahi shist ki bd se waqfiat phir bayan ke sath samjana hai) 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above trg aid 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

11 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

 

 

(sight alignment, sight picture modle ka estemal) 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above trg aid 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

As per above 

 

ABHYAS 

Yeh tha bhag  - II ka demonstration abhi hoga issi ka abhyas , Pure class se abhyas karaya jae. 

 

 

 

As per above trg aid 

 

09 

 

60 

 

Abhyas pure class se karaya jaye. 

 

12 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

BHAG III 

DEMO 

FIRE KARNE KA TARIQA. 

 

Fire Karna.      Alag- alag halation mein nikalne wale tgts par kargar fire dalne ki kabliyat ke lihaj is SIG Sauer Rif ko banaya gaya hai. Is rif se do kism ka fire kiya jata hai.          

(a)   Single Shot. 

(b)   Auto. 

 

Single Shot Fire.   (Ustad Lying posn ekhtaiyar karne ke baad ready tak ki karwai bina bayan ke sath Karen) Is prakar se ready tak ki warwai ho jane ke baad, durust sight alignment aur sight picture hasil karen. Dimagi taur par shareer ke un angon ko check karen jo rif ko majboot pakar hasil karne mein madad karte hain. Jaise bayan hath, dahina hath, kandha aur sir.  Ab saans ko normal halat mein chalne den.  Back sight apparture ke madhya mein foresight tip ko rakhte huye POA par milayen. 

 

Fore sight tip 6 baje aur 12 baje ki line mein harkat karni chahiye. kuchh samay ke liye saans ko kabu rakhte hue trigger ko press karen. Dhyan rahe saans ko jada der tak na rokka jaye, Goli fire hone ke baad usi pakar, posn aur shist ko kayam rakhte hue fore sight tip ki movement ko check Karen.  Foresight tip jahan point kar rahi hogi goli takriban usi jagah par lagi hogi. Ab saans ko chhor den aur maar ko pukaren.   

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Rif, Mag, drill carts, Tin Disc, Ground Sheet. 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

10 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

70 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Namuna bayan ke sath diya jaye. 

13 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

FOLLOW THROUGH -Goli fire hone se maar pukarane tak ki karwai ko follow through kahte hain 

 

Stop.     Fire karte samay tgt ilake mein koi jaandar vastu aa jaye ya aadesh mile ‘stop’ to karwai is prakar karen. 

 

(a) Kalme wali anguli ko trigger se baahar nikale. 

(b) Butt aur kandhe ka milap tode, Safety catch ki posn ko ‘S’ par karen. 

(c) agle hukm ka intezar karen. 

 

Go On.        Agar tgt ilake se jandar vastu hat jae ya aadesh mile ‘GO ON’ to karwai is prakar Karen, safety catch ki posn ko pahle wali posn par karen, butt aur khandhe ka milap karen aur rif ko fire mein shamil karen. 

Yahan tak kiye bayan aur karwai mein kisi bhi student ka koi sawal, sawal nahi to khalikar. 

 

(Auto fire ko khare hokar bayan karna hai). 

 

Auto Fire.  Jab firer safety catch ki posn ko ‘A’ par karke trigger press karta hai to lagatar fire hota hai jab tak mag mein rd ho usse auto fire kaheta hain auto fire mein ‘Stop’ aur ‘Go on’ ki karwai single shot ki tarah hi hoti hai, auto fire mein ek minute mein 650 se 850 rds par minute ke hisab se fire kar sakte hain.    

 

 

 

 

 

 

 

 

14 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

ABHYAS. 

Yeh tha bhag- III ka demonstration abhi hoga issi ka abhyas, Pure class se abhyas karaya jae. 

 

As per above trg aid 

 

 

08 

 

78 

Abhyas pure class se liya jaye. 

7. 

SANKSHEP 

Shuru shuru mein class ki ginti groupon mein bant kiya gaya. Pahla lesson hone ke karan Hathiyar aur saman ki nirikshan mere dawara kiya gaya bandobast ki karwai mere dawara check ki gai. Dhorai pichhle lesson se karaya gaya. Uddesh ko dohraya gaya. Sabak se sambandhit saman ko pointer ki madad se dikhya gaya. Sabak tarteeb se chale aur class ko asani se samajh mein aaye is liye teen bhagon mein chalaya gaya. 

 

Bhag -Alag Posn se SIG Sauer Rifle par durust  pakar hasil karna. 

Q1.     Sig Sauer rifle se kitni posn se fire kiya jata hai? 

Ans.    Char posn se. 

 

Bhag -II  Durust shist Lena.   

Q. 1.   Sight alignment aur sight picture mein kiski ahmiyat jaida hai ? 

Ans.      Sight alignment ki ahmiyat jaida hai.        

         

Bhag -III  Fire karne ka tariqa.   

Q. 1.      Follow through se aap kya samjhte ho ? 

Ans.    Goli fire hone se lekar maar pukarne tak ki karwai ko follow through kahte hain. 

 

Yahan par lesson sankshep ke sath samapat hota hai abhi bhi pure lesson mein kisi bhi student ka koi sawal, aapka aagla lesson Insas rif ki chal aur roken, isse aap padkar ayenge. 

 

 

 

 

 

 

 

 

02 

 

 

 

 

 

 

80 

 

 

 

 

 

 

Agle lesson se conduct karaya jae. 

 

टिप्पणियाँ