5.56MM INSAS RIF KI TRIGGER MECHANISM KE BARE MEIN JANKARI DENA HAI
LESSON PLAN
SUBJECT: 5.56MM INSAS RIF KI TRIGGER MECHANISM KE
SYLLABUS REF :
BARE MEIN JANKARI DENA HAI.
SYLLABUS REF : INSAS RIF – IV
TIME ALLOTED: 80 MINUTES PERIOD
NO- 02
S/NO
|
TARTIB |
TEACHING POINTS
|
TRG AIDS
|
TIME
|
REMARKS
|
|
Actual |
Running |
|||||
(a) |
(b)
|
(c) |
(d) |
(e) |
(f) |
(g) |
1. |
SHURU
SHURU KA KAAM
|
(a) Class ki ginti groupon mein bant . (b) Hathiyar aur saman ka nirakshan. (c) Bandobast ki karwai. |
5.56mm INSAS Rifle, TRB
model, ground sheet. |
01 |
01 |
Nirikshan class se karwaya
jae. |
2. |
DOHRAI
|
Q1. Fauri ilaz se kaun kaun si rokon ko dur
kar sakte hain? A. Khali mag, Misfire aur Body mein atka
hua rd ya case. Q.2. Chamber mein case katne ka kya karan hain
? A. Chamber ka jaida garam
hona. (ii) Carts case ke metal ka kamjor hona. |
|
01 |
02 |
Dohrai pahle lesson se li
jae |
3. |
PAHUNCH
|
5.56mm
INSAS Rif jawan ka ek jati hathiyar hai Ismein single shot aur three rd cont
burst fire karne ki suvidha di gai hai.
Is liye zaruri hai ki har firer iske trigger mechanism ke bare mein
achhi jankari ho taki samay parne par isse assani se istemal mein la sake aur
iska pura faida utha sake. Lakin yeh tabhi sambhav hai jab ke har ek jawan ne
SQD post trg ke dauran achhi sikhlai paya ho. Innhi baton ko maddhenazar
rakhte hue sune sabak ka uddesh |
|
01 |
03 |
Pahunch sabaq se
sambandhit ho. |
2
(a) |
(b)
|
(c) |
(d) |
(e) |
(f) |
(g) |
4. |
UDDESH
|
5.56 MM INSAS |
|
01 |
04 |
Do bar bataya jayega. |
|
LEARNING OBJ
|
Is lesson ke bad apko
Insas Rif ke trigger ops ke bare mein jankari hasil hogi jisse app sahi
control fire karke ops ke duran ek goli ek dushman ka mudda hasil kar skte
hai. |
|
|
|
|
5. |
SAMAN
|
5.56
mm INSAS Rif, TRB ka model, matalic board, chalk, duster, pointer aur sheet
ground. |
As per trg aids. |
01 |
05 |
Saman ko point karke
bataya jae. |
6. |
BHAGON MEIN BANT
|
Sabak tarteebwar chale aur class ko samajh mein
aaye sabak ko do bhagon mein sikhaoonga Bhag -I Trigger
Mechanism ko Kholna, Hisse Purjon ke Naam, Kaam aur Jorna. Bhag -II TRB ki Chal. Yahan tak kiye bayan aur karwai mein kisi bhi student
ka koi sawal, sawal nahi to bhag-I |
|
01 |
06 |
Sabak ko tartibwar chalane
ke liye. |
|
BHAG-I
NAMUNA |
Trigger Mechanism ko Kholna, Naam,
Kaam aur Jorna.(ustad
sitting posn se hathiyar ko bayan ke sath tartib se kholen aur student ko
najdik bulaya jaye) (a)
Change Lever. Stem, Dahine wala Lug, Bayen
wala Lug, Rib. (b) Trigger Sear. Trigger, Trigger Sear, Head, Claw, Neck and
sear tail. (c) Auxillary Sear. Head, Claw, Sear Arm, Neck. (d) Hammer. Hammer, Hammer spring, Platform, Pawl,
Pawl Spring. (e) Trigger Axis Pin. (f) Hammer
Axis Pin. |
Insas Rif, Ground sheet |
15 |
21 |
Namuna bayan ke sath diya
jae. |
3
(a) |
(b)
|
(c) |
(d) |
(e) |
(f) |
(g) |
|
|
Change lever ki posn ‘S’ par to trigger press kyun
nahi aur rif cock kyun nahi (Trigger Press kyun nahi)
Jab change lever ki posn ‘S’
par hoti hai to stem ka dahina wala lug trigger sear tail par sawar hota hai.
Jab trigger ko dabate hain to trigger nahi dab pata hai kyonki trigger sear
tail ko stem ka dahine wala lug uppar nahin uthne deta hain. ( Change Lever ki Posn ‘R’ par rif cock kyon. (Cock kyun hota hai) Jab changer lever ki posn ‘R’ par hoti hai
to stem ka dahina wala lug aage ki posn mein pare rukh mein hota hai. jisse trigger sear tail ko uppar uthne ke
liye jagha mil jata hai. Rif ko cock karne par hammer plateform ka milap se
trigger sear ke sath ho jata hai. (Single shot fire
kyun) Jab trigger ko dabaya
jata hai to trigger sear thora aage aur nichhe dab jata hai. Trigger sear aur auxillary sear ke ek hi
axis pin par hone ke karan is dauran auxillary sear apni jagah se aage aa
jata hai. Trigger sear ke aage dabne
se hammer platform aur trigger sear ka milap tut jata hai aur hammer spring
ki takat se aage ki taraf harkat karta hai aur rd fire ho jata hai. Gas ke
dabav se purjen pichhe aate hain, sath hi hammer bhi pichhe aata hai. Trigger par dabav hone ke karan trigger
sear hammer ko nahi pakar pata lekin auxillary sear hammer ko pakar leta hai,
jisse ek round fire hokar ruk jata hai.
Agla round tab tak fire nahi hoga jab tak trigger ko release karke
dubara na dabaya jaye. Jab trigger ko
release kiya jata hai to auxillary sear pichhe jata hai aur trigger sear uppar
ki taraf aata hai. Is dauran auxillary
sear hammer ko chhor deta hai aur trigger sear use pakar leta hai aur Rif
dobara single shot fire ke liye taiyar ho jata hai. |
As per above trg aid |
As per above |
As per above |
As per above |
|
ABHYAS
|
Yeh
tha bhag - I ka namuna abhi hoga issi
ka abhyas , Pure class se abhyas karaya jae. Q1
Change lever ki kitni posn hoti hai? Ans 03 posn Q2 Single shot fire hone par hammer ko sabse pehle kaun pakdta hai? Ans Auxillary sear. |
As per above trg aid |
20 |
41 |
Pure class se abhyas
karaya jae. |
4
(a) |
(b)
|
(c) |
(d) |
(e) |
(f) |
(g) |
|
BHAG-II
NAMUNA |
TRB ki
Chal. TRB ke hisse purjon ke name. (a) TRB
Box. (b) Axis
Pin. (c) Plate
Selector aur Plate selector ka agla projection. (d) Ratchet Wheel. (Pichhla aur upar wala projection aur pichhla aur nichhe
wala projection). (e)
Ratchet Wheel Spring. (f) Tripping Plate ya Ratchet Plate. (Tail, Nichla
projection aur uppar wala projection). (Purjon ke name modle ki colour code ke
madad se batana hai) Jab change lever ki posn ko ‘B’ par kiya jata hai to change lever stem ka bayen wala lug plate
selector ko nichhe daba deta hai, jisse plate selector aage se uppar uth jata
hai. Is dauran plate slector ka agla
projection ratchet wheel ko thora uppar utha deta hai, jisse ratchet wheel, pawl
ki sidh mein aa jata hai. Jab trigger
ko dabaya jata hai to hammer trigger sear se azad ho jata hai aur firing pin
ke pichhe wale hisse par chot marta hai aur round fire ho jata hai. Is dauran
pawl ratchet wheel ke uppar wale daant mein phans jata hai aur ratchet wheel
ko thora uppar utha deta hai. Isi
samay ratchet wheel ka pichhla aur nichla projection auxiliary sear arm ke uppar
dabav dalta hai aur auxillary sear ko apni jagah se pichhe dhakel deta hai. Yeh karwai us
samay ki hoti hai jab pahla round fire ho gaya ho aur chal wale purje aage hi
hon. Jab purje pichhe ki harkat karte hain to trigger ke uppar
dabav hone ke karan trigger sear se hammer ka milap nahi hota hai, sath hi
auxillary sear ke pichhe hone ke karan hammer ka milap auxillary sear se bhi
nahi hota hai aur hammer aage chala jata hai, jisse dussra round fire ho jata
hai. Is samay ratchet wheel ka dussra
daant pawl ke sath phans jata hai aur ratchet wheel ko aur uppar utha deta
hai. Isi dauran ratchet wheel ka
pichhla aur uppar wala projection auxiliary sear ke arm par dabav dal deta
hai, jisse auxillary sear apni jagah se aur pichhe dab jata hai. Yeh karwai us samay ki hoti hai jab dusra
round fire ho |
TRB Box, TRB model |
20 |
61 |
Namuna bayan ke sath diya
jae. |
5
(a) |
(b)
|
(c) |
(d) |
(e) |
(f) |
(g) |
|
|
Jab hammer pichhe aata hai to na to trigger sear
pakar pata hai aur na hi auxillary sear.
Hammer aage ki harkat karta hai aur teesra round fire ho jata
hai. Is dauran pawl ratchet wheel ke
teesre dant mein phans jata hai, jisse ratchet wheel aage se poora uppar uth
jata hai. Jab ratchet wheel poora uppar uth jata hai to uska pichhla hissa
nichhe jata hai. Is dauran ratchet
wheel ka pichhla hissa triping plate ke nichle projection par dabav dalta
hai, jisse triping plate nichhe jata hai aur triping plate ka tail auxillary
sear arm ke uppar dabav dal deta hai. Yeh karwai us
samay ki hoti hai jab teesra round fire ho |
As per above trg aid |
As per above |
As per above |
As per above |
|
ABHYAS
|
Yeh
tha bhag - ii ka namuna abhi hoga issi
ka abhyas , Pure class se abhyas karaya jae. Q1
TRB full form? Ans
Three round brust. Q2
Teen round fire hone ke baad agla round kab fire hota hai? Ans.
jab tak trigger ko release karke dubara na dabaya jaye. |
|
15 |
|
Pure
class se abhyas karaya jae. |
7. |
SANKSHEP
|
Shuru
shuru mein class ki ginti groupon mein bant kiya gaya.Hathiyar aur saman ka
nirikshan class ke dawara kiya Bhag -I Trigger Mechanism ko Kholna, Naam,
Kaam aur Jorna. Q1. Change lever ki kitni posn hai? Ans. 3 Bhag -II TRB
ki Chal. Q2. Ratchet Wheel mein kaun kaun se
projection hote hain? Ans. 2 Pichhla aur uppar wala projection,
pichhla aur nichhe wala projection. Yahan par lesson sankshep
ke sath samapat hota hai abhi bhi pure lesson mein kisi bhi student ka koi
sawal, aapka aagla lesson 5.56 mm
INSAS Rif ke trigger mechanism ke
jaankar ke bare mein abhyas dena hai, isse
aap padkar ayenge. |
|
04 |
80 |
Agle lesson se conduct
karaya jae. |
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
If you have any questions please let me know