51MM MOR AUR DIAL SIGHT KE BARE MEIN JANKARI DENA HAI.
LESSON PLAN
51MM MOR - I
RESTRICTED
LESSON PLAN
SUBJECT: 51MM MOR AUR DIAL SIGHT KE BARE MEIN SYLLABUS REF : INF SCHOOL, (MHOW) PRECIS
JANKARI DENA HAI.
SYLLABUS REF : MOR-I
TIME ALLOTED: 80 MINUTES PERIOD - 02
S/ NO | TARTIB | TEACHING POINTS | TRG AIDS | TIME | REMARKS | |
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
1. | SHURU SHURU KA KAM |
| As per trg aids. |
01 |
01 | Ustad dwara kiya jayega
|
2. | DOHRAI | Q1. 2” Mor ka minimum aur maximum rg kitna tha? Ans. 180 Mtr se 480 Mtr.
Q2. 2” Mor mein range kis prakar se hasil kiya jata tha? Ans. Angle se range hasil kiya jata hai.
|
|
01 |
02 | Class ko 2” Mor ke bare mein sawal kiye jayein |
3. | PAHUNCH | 51mm Mor ko hamari sena mein 2” Mor ki jagah par laya gaya tha. 2” Mor mein kuch kamiyan thi, un kamiyon ko dur karke 51mm Mor ko diya gaya hai. Sath hi range lagane ke liye Dial Sight bhi diya gaya hai, jabki 2” Mor mein hum range angle se hasil karte the. Isliye PL ke har ek jawan ko Mor, dial sight aur iske amn ke bare mein jankari hona nihayat hi zarurui hai, taki zarurat padne par iska pura faida utha sake. Lekin yeh tabhi sambhav hai jab har ek jawan ne sqd post trg ke dauran achha sikhlai paya ho. Inhi baton ko maddhenazar rakhte hue sune sabak ka uddesh.
|
|
01 |
03 | Pahunch sabaq se sambandhit ho. |
4. | UDDESH
| 51mm Mor aur dial sight ke bare mein jankari dena hai. |
| 01 | 04 | Ek baar bataya jaye |
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
| ZOR DENE WALI BAATEIN |
|
| 01 | 05 |
|
5. | BHAGON MEIN BANT |
Bhag -I 51mm mor ke visheshtayien aur jaruri tech data Bhag -II Mor ke kholna-jorna, firing mechanism ki jankari aur safai ka tariqa Bhag- III Bombon ki pehchan aur unhe istemal karne ka tariqa Bhag -IV Dial sight ke bare mein jankari
|
| 01
| 06
| Sabak ko tartibwar chalane ke liye. |
| BHAG-I
NAMUNA |
51 MM MOR KI VISHESHTAYEN AUR TECH DATA
(a) VISHESHTAYEN
| As per trg aids. | 06
| 12
|
|
(a) | (b) |
| (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
| (b) TECH DATA |
|
|
|
|
|
|
| Mor ka kul wazan - | 5.46kg |
|
|
|
|
|
| Mor ki kul lambai - | 670mm |
|
|
|
|
|
| Min- max range - | 180-1080mtr |
|
|
|
|
|
| Rate of fire -
| Normal - 8 bomb/ min Intense - 12 bomb / min |
|
|
|
|
|
| EFC - | No of bomb x Charge / 2 |
|
|
|
|
|
| Sidhant - | Muzzle loaded trip action |
|
|
|
|
|
| Barrel ki life - | 4000 bomb EFC ya dia 51.78mm |
|
|
|
|
|
| Mechanical safety - | Hidden firing pin |
|
|
|
|
|
| Service pressure - | 163.2 kg/cm sq |
|
|
|
|
|
| Kisi bhi hathyar ka maintenance aur tut-fut ho jane per parts ki badly karne ke liye kuch ek spare parts aur accessory di jati hai. 51mm mortar ke sath nimn parkar ki accessory aati hai.
(c) Accessories.
(viii) Spare Part Box. (Box Spanner 6A, Screw driver 6x100mm, Firing pin, firing pin spring, fixing screw, striker gauge, Allen key 5mm, Allen key 3mm, wing nut).
|
|
|
|
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) | |
|
| Ek bomb extraction key aata hai. Jab barrel ziada garam ya ganda ho jaye to misfire bomb barrel mein phans jata hai, use nikalne mein kam aata hai.
|
|
|
|
| |
| ABHYAS | Pure class se abhyas karaya jaye.
|
| 04 | 16 |
| |
| BHAG- II
| MOR KO KHOLNA-JORNA, FIRING MECH KI JANKARI AUR SAFAI KA TARIKA
Fire ke dauran agar firing pin tut jaye ya firing pin spring kamjor ho jaye to fire ke dauran bada a sakti hai, iske liye har jawan ko iske firing mechanism ko kholna aana jaruri hai taki jawan tut-fut hone per asani se purjon ki badli kar sake. Firing mechanism ko kholne ke liye brl ko kholne ke jarurat parti hai brl ko kholne ke liye, Barrel nut catch ko dabate huye brl ko kholen. Box spanner 6A ki madad se steel pad ko kholen, firing pin aur spring ko bahar nikalen. Mor mein ek firer ko itna hi kholna lagu hai.
Hisse Purje ke naam aur kaam :- |
|
|
|
| |
|
|
Muzzle cover | : Barrel ke ander dhool mitti jane se rokta hai. |
|
|
|
|
|
| Barrel Carrying pad
Jublee clip Base plate
Firing lever Steel pad Firing pin Firing pin spring
| : Bomb ko sidhai dena. : Carry karne ke kaam ata hai aur firing ke dauran safety pradan karta hai. : Carrying pad ko lock karke rakhta hai. : Firing ke dauran sthirta pradhan karta hai aur mor ko niche dhasne se rokta hai. : Fire ki karwai ka sanchalan karne mein madad karta hai. : Steel pad par bomb rest karta hai. : Firing pin bomb ke percussion cap par chot marta hai. : Firing pin spring firing pin ke upward aur downward movement ko control karta hai. |
| 14 | 30 |
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
|
Firing Mech ki chal :-
Firing lever ko niche ki or dabane se sear assembly apne spindle par gumta hai. Sear lip jis ka lagao striker ke lug se hota hai uske barkhilaf ghumta hai . Sear lip striker body ko pichhe ki taraf dhakelta hai, jisse striker spring sikud jata hai. Sear 36 degree ghumne ke baad sear lip, striker lug se juda ho jatha hai aur striker azad ho jatha hai. Striker spring apne tanao ko kam karta hai aur striker ko aage dakelta hai. Striker piche se firing pin par thoker marta hai, jisse firing pin bomb ke percusion cap par chot marta hai. Iske baad firing pin bhi apne spring ki madad se wapis striker par thokar marta hai aur striker apne normal posn mein a jata hai. Jab firer lever ko chhorta hai to striker lug aur sear lip ka milap dubara ho jata hai.
|
|
|
|
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) | ||||||||||||||||
|
| Jorna. Jorne ke liye sabse pehle firing pin ko housing mein dakhil karen, firing pin spring ko lagayen aur steel pad ko tight karen. Barrel nut catch ko dabate huye barrel ki safed line ko ek chauthai dahine rakhte huye jor den. Firing lever ko dabakar check karen.
Safai. Safai baki hathyaron ki tarah hi ki jati hai. Antar sirf itna hota hai ki agar Mor ko lagatar fire kiya ja raha ho to har 30 bomb fire karne ke baad iski safai nishchit roop se ki jati hai. Lubrication baki hathiyaron ki banispat is hathiyar mein C-70 oil lagaya jata hai aur firing mechanium mein greese XG 280, XG 285 tapman ke lihaz se lagaya jata hai.
|
As per trg aids.
|
|
|
| ||||||||||||||||
| ABHYAS
| Pure class se abhyas karaya jaye.
|
| 10 | 40 |
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) | |
|
BHAG- III |
BOMB BAG AUR BOMBON KI PEHCHAN AUR ISTEMAL KARNE KA TARIQA Bomb Bag ki pachan. Ek box ke andhar 04 bomb bag hota hai. Sabhi box ke bahar bomb ki pachan likha hota hai. Box se Bomb bag ko bahar nikale. Bomb bag ke upar Bomb ki Pachan ko check Karen. Jaise ki HE Bomb ke liye HE II A , Smk ke liye Smk II A aur ILL ke liye ILLU likha hota hai. Isi parkar Bomb tube ke upar bhi mark kiya hota hai.
51mm Mor se chaar parkar ke bomb fire kiye jate hain :-
ZARURAT is bomb ka istemal dhuen ka parda banana ke liye aur khule mein apne troops ke harkat ko chhupane dene ke liye kar sakte hai.
PEHCHAN: Yeh bomb gehre hare rang ka hota hai. Is bomb ke conical adaptor mein char hole hote hai jiski madad se raat ke samay hum is bomb ko asani se pehchan sakte hai. |
|
|
|
| |
|
|
ISTEMAL: Is bomb mein safety pin ahin diya gaya hai. Iske ander ek delay holder hota hai jiske ander pyro technique delay composition hota hai jo bomb fire hone se dhuan dene tak 10 sec ka delay deta hai. TECH DATA: Wazan - 935gms (ii) Lambai - 283mm (iii) Range - 180m se 850m (iv) Dhuan dene ka samay - 2 min (v) Main fillings Hexachloroethane Base (vi) Main fillings ka wazan - 450gm
|
|
| 20 | 60
|
|
|
| (b) ILL Bomb
ZARURAT: Is bomb ka istemal raat ke samay tgt area mein roshni dene ke liye kiya jata hai.
PEHCHAN: Yeh bomb safed rang ka hota hai, raat ke samay pehchan ke liye iske cap per bane “P” ke nishan se asani se pehchan sakte hai.
ISTEMAL: Is bomb ke rotating ring par 3,5,7 aur 9 ke ank khude hote hain, jo 300m, 500m, 700m aur 900m ke rg ko jahir karte hain. Is rotating ring ko kisi bhi disha mein ghumaya ja sakta hai. Raat ke samay rg lagane ke liye steel ball ki suvidha di gai hai. 1 ball 300m, 2 ball 500m, 3 ball 700m aur 4 ball 900m rg ko jahir karte hai. Click ki awaz par ek setting jahir hota hai. Is bomb ko bina dial sight se bhi fire kar sakte hai.
TECH DATA
(c) HE BOMB Is bomb ka istemal anti pers role mein kaya jata hai. Yeh bomb bhi do prakar ka hota hai HE MK-I aur HE Mk-II.
(i) HE MK - I
(aa) Wazan - 1.120kg (ab) Lambai - 270mm
| -do- | -do- | -do- |
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
| (ac) Explosive - RDX/Wax (RDX- 88% / Wax - 12%) (ad) Fuse - Fuse Percussion DA 161 Mk-III (M-I) (ae) Min range - 180m (af) Max range - 850m (ag) Killing area - 8m radius (ah) Lethal area - 25m radius (aj) Danger area - 80m radius (ak) MV - 107m/sec
Yeh bomb bhi do prakar se fire kiya jata hai. HE MK-I CH-I aur HE MK-I CH-II. HE MK-I CH-I ka range 180m se 600m aur HE MK-I CH-II ka range 600m se 850m.
(ii) HE-MK II
ZARURAT - Is bomb ka istemal dushman ki paidal sena ke barkhilaf kiya jata hai.
PEHCHAN - Yeh bomb halke peeley rang ka hota hai
Range
HE Mk-II CH-I - 200m se 750m HE Mk-II CH-II - 750m se 1080m
| As per trg aids. | -do- | -do- |
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
|
HE Bomb ke Hisse Purje. Brass cap, striker, striker spring, detent, detent spring, diagonal channel, detonator, CE stem, CE pellet, septum.
HE Bomb ki Chaal. Jyun hi bomb fire hota hai to hawa mein use Discharge ka dhaka lagta hai, jisse detent aur striker dono peeche dabta hai. Is dauran diagonal channel khul jata hai aur safety ball, striker shoulder se azad hokar diagonal channel mein chala jata hai. Striker aur detent wapas apne spring ki madad se aage jata hai. Is dauran striker brass cap ke sath jakar lag jata hai aur detent diagonal channel ko band kar deta hai. Jyonhi striker aage ki harkat karta hai detonator shutter apne pivet par ghumkar, detonator ke nok ki sidh mein aa jata hai. Is samay bomb armed halat mein ho jata hai. Jyon hi bomb nose ke bal kisi satah ya thosh vastu se takrata hai to brass cap tut jata hai, brass cap ke dabne se striker ke upar dabav parta hai, jisse striker harkat karta hai aur striker nok detonator ke upar chot marta hai, jisse aag ki chingari nikalti hai. Aag ki yah chingari CE stem se hoti hui CE pallet mein aati hai, CE pallet mein bhare huye barood mein aag lag jata hai. Is aag ki garmi se septum pighal jata hai aur mag mein bhare barood mein aag laga deta hai, jisse bomb body dhamake ke sath phat jata hai aur 8m radius mein ane wale kisi bhi jandar vastu ko barbad kar deta hai.
| As per trg aids
|
|
|
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
|
HE- INERT
Zarurat : Yeh ek trg amn hai iska istemal troops ko mor det ki trg dene kiye liye kiya jata hai
Barud - NGB (Nitro Glycerine base)
| -do- | -do- | -do- |
|
|
ABHYAS |
Pure class se abhya s karaya jaye.
|
|
|
| Sawal jawab se |
|
BHAG-IV
NAMUNA |
DIAL SIGHT SE JANKARI:-
Wazan - 350gm.
Is hathyar ke sath Dial sight ki suvidha diya gaya hai, jiski madad se munasib rg hasil kiya ja sakta hai. Dial sight ke mukhya do assembly hai.
| As per trg aids. | 10 | 70 | Bayan ke sath bataya jay. |
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) | |
|
|
(ab) Range drum. Rg drum ko sthai roop se clamp assembly mein lagaya gaya hai. Iske upar charge-I aur charge-II ka rg mark kiya gaya hai.
(ac) Central spindle. Yeh clamp assembly ke beecho beech lagaya gaya hai. Yeh housing assembly ko sahara deta hai. Spindle ke upar churiyan hain, jis par wing nut ko tight kiya jata hai.
(ab) Spirit bubble. Spirit bubble ko madhya mein karne se angle hasil hota hai.
(ac) Index. Index ke neeche TF source hota hai. Ise ghumakar rg hasil kiya jata hai. Index ke upar ek (cursor) kale rang ki line hoti hai, jiski madad se rg hasil kiya jata hai.
(ad) Plunger. Plunger Index ko apni jagah lock karke rakhta hai taki firing ke dauran Index na hil jaye.
|
|
|
| Radioactive Sign
|
|
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
| Dial sight ke upar do prakar ke rg scale khude hote hain. Isse CH-I aur CH-II amn fire kiya jata hai. Bayen taraf ka rg scale CH-I ke liye aur Dayen taraf ka scale CH-II amn ke liye istemal kiya jata hai. Mor ko do angle se fire kiya jata hai.
DIAL SIGHT TUTNE PAR KARWAI
(Woh use BARC, Trombay, Mumbai ko bhej deta hai. Workshop is pate par khabar karega. Headquarters,Trombay, Mumbai. Bhabha Automic Reserach Centre 400085).
| As per trg aids. | -do- | -do- | Bayan ke sath bataya jaye. |
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
ABHYAS |
Pure class se abhyas karaya jaye. |
As per trg aids. |
08 |
78 |
Sawal Jawab se.
|
|
SANKSHEP |
Bhag -I 51MM MOR KE VISHESHTAYIEN AUR JARURI TECH DATA.
|
|
|
|
|
|
| Q1. 51mm Mor ka min aur max range kitna hai ? Ans. 180mtr se 1080mtr
Bhag -II MOR KO KHOLNA-JORNA, FIRING MECH KI JANKARI AUR SAFAI.
Q 2. 4 degree se adhik temp mein kon sa grease istemal kiya jata hai ? Ans. Grease XG 280
Bhag-III : BOMBON KI PEHCHAN AUR ISTEMAL KARNE KA TARIQA.
Q3. Ill bomb mein kon sa fuze hota hai ? Ans. Time fuze
Bhag - IV: DIAL SIGHT SE JANKARI.
Q 4. Dial sight wazan kitna hai ? Ans. 350 Gms.
|
| 02 | 80 |
|
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
If you have any questions please let me know