40MM MULTI-SHOT GREN LAUNCHER UGRA SE JANKARI, BORE SIGHTING AUR ZEROING.
MGL - IV
LESSON PLAN
SUBJECT- 40MM MGL UGRA SE JANKARI, BORE SIGHTING AUR ZEROING.
1
LESSON PLAN
SUBJECT: 40MM MULTI-SHOT GREN LAUNCHER UGRA SE JANKARI, SYLLABUS REF: INF SCHOOL, (MHOW) PRECIS
BORE SIGHTING AUR ZEROING.
SYLLABUS REF : MGL - IV
TIME ALLOTED: 40 MINUTES PERIOD NO- 01
S/NO | TARTIB | TEACHING POINTS | TRG AIDS | TIME | REMARKS | |
Actual | Running | |||||
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
1. | SHURU SHURU KA KAM | (a) Class ki ginti groupon mein bant . (b) Hathiyar aur saman ka nirakshan. (c) Bandobast ki karwai.
| MGL UGRA, Short aiming rest, Tool Roll, Drill gren all accy
|
01 |
01 | Nirakshan ka Demo ustad ke dawara diya jaye. |
2. | DOHRAI | Q1. 40 mm MGL S/A ka trigger pull kitna hai? Ans. 4 Kg and above
Q.2. 40 mm MGL S/A ka Groves kis prakar ka hai? Ans. Prograsive. |
|
01 |
02 |
Kisi bhi area wpn ke bare mein liye jae. |
3. | PAHUNCH | Aaj duniya ki badalte halatoh ko dekhte hue har ek desh apne sena ko adhunik aur takathwar banane ki koshish mein hai. Isi prathish pradha mein hamare desh ke baiganiko ne haal he mein 40mm MGL UGRA ka izahad kiya hai, naye hathiyar hone ke karan is hathiyar ke bare mein bharpur jankari hona zaruri hai taki jaurat parne par iska pura faida utta sakein.
|
|
02 |
04 |
Pahunch sabaq se sambandhit ho. |
2
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
4. | UDDESH | 40MM MULTI-SHOT GREN LAUNCHER UGRA SE JANKARI, BORE SIGHTING AUR ZEROING.
|
|
01 |
05 | .
|
5. | SAMAN | 40 mm MGL UGRA, 9 mm Pistol, Tool roll, Metallic bd, Long Easel, duster, marker pen aur ground sheet. | As per trg aid |
01 |
06 | Saman ko point karke batayenge. |
6. | BHAGON MEIN BANT | Sabak ko do bhagon mein sikhaunga
Bhag -I. 40 mm MGL UGRA ki Vishestayen aur zaruri Tech data. Bhag -II. Bore sighting aur Zeroing. |
|
01 |
07 |
Sabak ko tartibwar chalane ke liye. |
| BHAG – I DEMO | 40 MM MGL UGRA UGRA KI VISHESTAYEN AUR ZARURI TECH DATA
(a) Visheshtayen. 40 mm MGL UGRA UGRA ki Visheshtayen.
(i) Yeh hathiyar apne desh ka bana hua hai.(Ordnance Factory Trichirapalli ,Tamilnadu) (ii) Is mein ek sath 06 gren bhar sakte hain. (iii) 40mm MGL UGRA (SA) ke banispat isme red dot sight ki suvidha di gayi hai. (iv) Red dot ke brightness ko kam ya jyada kar sakte hain. (v) Mil std 1913 piccatiny rail ki suvidha diya hua hai. (vi) Sighting sys ko dekhte hue butt ke shape mein antar hai.
Tech Data.
(i) Weight empty MGL UGRA - 5.8 kg (ii) Legnth with extended butt - 760mm (iii) length with folded butt - 566 mm (iv) Safety distance - 100 mtr (Trg) - 30 mtr (Ops) (v) Sight - Red dot Baki tech data 40mm MGL (South Africa) ki tarah hi hai. |
40 mm MGL UGRA, drill gren,
|
10 |
17 |
Demo bayan ke sath diya jae. |
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
PRAC |
Yeh tha bhag - I ka Demo abhi hoga issi ka Prac , Prac Pure class se karaya jaye |
|
8 |
25
| Prac Pure class se karaya jae.
|
| BHAG - II | Bore sighting aur Zeroing.
Boresighting Saman Bore sighting chart, short aiming rest, MGL UGRA, head space gauge, screw driver, firer.
Boresighting karne ka Tarika
(a) Short aiming rest par laga MGL UGRA, dhyan rahe MGL UGRA Zamin ke hamwar ho. (b Sight rg - 0 mtr (c) Lr ke Muzzle end se 10 mtr ki duri par boresighting chart ko lagayen, dhyan rahe lr aur boresighting cart ek hi unchain par lage ho. (d) Lr ko kholen aur wind karen. Brl ke sidh wale cylinder mein head space gauge ko lagayen. (e) Cylinder se Head space gauge ke plus nishan ke centre ko bore sighting chart par bane niche wale plus (+) ke Nishan ke sath milayen. (f) Abhi lr ko bina hilaye red dot sight ko bore sighting chart par bane upar wale + ke Nishan par milayen. (g) Yadi red dot + ke Nishan par mil raha hai to lr ko durusht bore sight mana jata hai. (h) Yadi na milen to sight par elevation aur deflection screw ki madad se red dot ko jaruratsuda correction dekar + ke Nishan par milayen. (j) Dubara recheck karen. | All Assy 40 mm MGL UGRA, Short aiming rest, Head space guage, cross hair line muzzle attachment. |
|
|
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
| Zeroing:
Sight rg - 100mtr Ground rg - 100mtr , Person - 2 Posn - Lying supported Amn - Practice Amn Tgt - 3x3mtr Plywood , 30x30cm ka + ka nishan,+ ki chaurai 3cm
CORRECTION DENE KA TARIKA
Upar Niche ka correction. Upar niche ki correction elevation screw ki madad se diya jata hai. Correction dene ke liye elevation screw ke cap ko kholen aur screw driver ki madad se Zaruratsuda correction den. Elevation screw ko clockwise ghumane se red dot upar shift hota hai aur anticlockwise ghumane se red dot niche shift hota hai.
Dahine aur Bayen ka correction. Dahine – Bayen ka correction deflection screw ki madad se diya jata hai. Correction dene ke liye deflection screw ke cap ko kholen aur screw driver ki madad se Zaruratsuda correction den. Clock wise ghumane se red dot dahine shift hota hai. Anticlockwise ghumane se red dot bayen shift hota hai.
Hidayatein – Yadi ladayi ke dauran Zeroing ke liye samay na hone par boresight karke bhi fire kar sakte hai.
|
|
08 |
33 |
|
| PRAC | Yeh tha bhag - IV ka Demo abhi hoga issi ka Prac , Pure class se Prac karaya jae.
| As per above trg aid |
05
|
38 | Pure class se Prac karaya jae. |
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
7. |
SANKSHEP |
Shuru shuru mein class ki ginti groupon mein bant kiya gaya. Pahla lesson hone ke karan Hathiyar aur saman ki nirikshan mere dawara kiya gaya. bandobast ki karwai mere dawara check ki gai. Dhorai pichhle lesson se karaya gaya. Uddesh ko dohraya gaya. Sabak se sambandhit saman ko pointer ki madad se dikhya gaya. Sabak tarteeb se chale aur class ko assani se samajh mein aaye is liye Char bhagon mein chalaya.
Bhag -I. 40 mm MGL UGRA ki Vishestayen aur Tech data. Q. 1. Yeh hathiyar kis desh ka bana hua hai.? Ans. India. Bhag -II. Bore sighting aur Zeroing. Q. 2. 40MM MGL UGRA ko kitne distance mein bore sighting ki jati hai? Ans. 10 mtr.
Yahan par lesson sankshep ke sath samapat hota hai abhi bhi pure lesson mein kisi bhi student ka koi sawal, aapka aagla lesson 40mm MGL UGRA ki firing posn bharna khali karna fire aur misfire hone par karwai karne ka tariqa sikhana hai, isse aap padkar ayenge. |
|
02 |
40 |
Agle lesson se conduct karaya jae. |
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
If you have any questions please let me know