7.62mm SIG Sauer Aslt Rif se waqfiat, Rif ko bharna, Ready, Make Safe aur Khali Karne ka Tariqa Sikhana Hai.
LESSON PLAN
SUBJECT | : 7.62 MM SIG RIF SE WAQFIAT, RIF KO BHARNA | SYLLABUS REF | : INF SCHOOL, (MHOW) PRECIS |
| READY, MAKE SAFE AUR KHALI KARNE KA TARIQA |
|
|
| SIKHANA HAI | SYLLABUS REF | : SIG 716 - I |
TIME ALLOTED : 80 MINUTES PERIOD 02
SER NO | TARTIB | TEACHING POINTS | TRG AIDS | TIME | REMARKS | |
Actual | Running | |||||
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
1. |
SHURU SHURU KA KAAM |
| Sig Rifle, mag, Drill Carts, Assy Bag, Ground sheet. |
03 |
03 | Nirikshan ustad dwara kiya jaye. |
2. |
DOHRAI | Q1. Infantry Bn mein kon-kon se assault rif istemal kiye jate hain? Ans. INSAS Rif aur AK-47. Q2. INSAS rif ka kargar range kitna hota hai? Ans. 400 mtr. |
- |
02 |
05 |
Dohrai pichle sabak se liya jaye. |
3. |
PAHUNCH | Hamari sena ko aur adhik modern banane ke liye SIG Sauer Aslt Rif ko shamil kiya gaya hai, naya hathiyar hone ke karan har ek jawan ko is hathiyar ke bare mein jankari hona nihayat hi jaruri hai taki jarurat padne par is hathiyar ka faida uthaya ja sake. |
- |
01 |
06 | Pahunch sabaq se sambandhit ho. |
4. |
UDDESH | 7.62mm SIG Sauer Aslt Rif se waqfiat, Rif ko bharna, Ready, Make Safe aur Khali Karne ka Tariqa Sikhana Hai. |
- |
01 |
07 | Uddesh ko ek baar bataya jaye. |
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
5. |
SAMAN |
7.62mm SIG Sauer Aslt Rif, Mag, Bayonet, Accessory Pouch, Chindi, Long Easel, White Board, Marker pen, Duster aur Ground Sheet ya trg mattress. |
As per trg aid |
02 |
09 | Saman ko point karke bataya jaye. |
6. | BHAGON MEIN BANT | Sabak ko char bhagon mein sikhaunga
Bhag - I. Sig Rif ki visheshtayen aur tech data. Bhag -Il. Kholna, hisse purjon ke naam-kaam aur Jorne ka tariqa. Bhag -III. Accy se waqfiat aur safai karne ka tariqa. Bhag -IV. Bharna, ready make safe aur Khali karne ka tariqa. |
As per trg aid |
01 |
10 |
Class ki suvidha ke liye char bhagon mein banta jaye. |
| BHAG –I DEMO | Visheshtaein.
|
|
10 |
20 |
|
|
|
(aa) Brl & Bolt carrier inner portion - Chromium plated (ab) Body - Alloy aluminum (ac) Stock, open sight, pistol grip, mag – Plastic
Note: Trigger ops ki karwai isi samay batadiya jaye.
|
|
|
|
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
|
Trigger Operation. SIG Sauer rif ke Trigger mein ek hi khichav hota hain, jis par 1.8 se 4 kg dabav aane par trigger press ho jata hai. Jis prakar se trigger ko dabaya gaya hai usi prakar aram se trigger ko release bhi kiya jaye is karwai ko shot release ki karwai kahte hain.
|
|
|
|
|
| ABHYAS | Yeh tha bhag-I ka demonstration abhi hoga abhyas, pure class se abhyas karaya jae. |
| 03 | 23 | Pure class se abhyas karaya jae |
| BHAG-II DEMO | Kholna, Hisse Purjon ke Naam-Kaam aur Jorna. |
|
|
|
|
| (a) Kholna. |
|
|
|
| |
| (i) Mag catch ko dabate huye mag ko utare, cocking handle ke locking catch ko dabate huye cocking handle ko pichhe khiche, rif ko cock Karen aur cocking handle ko agge karein. |
|
|
|
| |
|
|
As Per Above trg aid |
17 |
40 |
Namuna bayan ke sath diya jaye | |
| (iv) Cocking handle ko pura pichhe khiche aur niche ki aur dabate huye bahar nikale. Is prakar SIG Rif paanch(05) bhagon mein khulta hai :- |
|
|
|
| |
| (aa) Upper Receiver Assy. (ab) Cocking Handle Assy. (ac) Bolt Carrier Assy. (ad) Lower Receiver Assy. (ae) Mag Assy. |
|
|
|
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) | |
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
(aa) Open Sight. Front Open Sight- Fore Sight Tip, Protector, Elevation Knob. Rear Open Sight- Deflection Knob, Protector, Small & Large Aperture (Ismein 2 aperture diya hai small aperture ko din ke samay jab saaf mausam ho aur large aperture ki madad se hum raat ki samay aur jab kharab mausam mein fire karne ke liye istemal kiya jata hai).
(aa) Bolt. Bolt, Bolt Locking Lug, Ejector, Feeding Lug, Gas Ring, Extractor, Extractor Spring, Extractor Locking Pin, Cam pin.
|
|
|
|
| |
|
|
|
| ||||
|
|
|
| ||||
|
|
|
| ||||
|
|
|
| ||||
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
| (c) Mech Safety. |
|
|
|
|
(i) Lock. Rotating bolt ke locking lug aur brl locking lug ka apsi milap ho jane ke baad agar rd fire ho jata hai to bhi koi hadsa nahi hoga kyunki gas ka risav peeche ane se ruk jata hai, saath hi jab tak lock na ho tab tak firing pin bhi rd ke primer par chot nahi maar pata. |
|
|
|
| ||
(ii) Unlock. Rd fire ho jane ke baad gas, gas tube ke raste bolt carrier ke inner portion par dabav dalti hai, jisse cam pin, cam way mein bayein se dahine ghumta hai. Rd fire hone se lekar rotating bolt ghumne tak jo samay lagta hai yeh delay pardan karta hai, isse unlock timing delay mechanical safety kehte hain, ismein brl ke andar safe pressure reh jata hai. |
|
|
|
| ||
(d) Jorna. |
|
|
|
| ||
| As per trg aid |
-do- |
-do- |
-do- | ||
(iii) Bolt ko bolt carrier mein fit karte samay Extractor dahine taraf aur gas ring ke katav niche ki taraf hona chahiye. Bolt ko daye-baye rotate karte huye andar ki aur push karen (Dhyan rahe bolt ko jorte samay thapki na lagayen aur na hi jabardasti karen gas ring tutne ka khatra hota hai dyan rahe bolt ko jarurat padne par hi khola jaye) aur cam ko lagayen. |
|
|
|
| ||
(iv) Firing pin ko bolt carrier mein dakhil karen, firing pin locking pin lagayen. |
|
|
|
| ||
(v) Upper receiver assy ko le aur Cocking handle ke stud ko aur upper receiver assy mein upper aur andar ki taraf bane huye recces ko milate hue cocking handle ko thoda uppar uthate huye thoda aage push karen. |
|
|
|
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
|
|
|
|
|
|
| ABHYAS | Yeh tha Bhag-ll ka demonstration, abhi hoga abhyas, pure class se abhyas karaya jaye. | As per trg aid |
10 |
50 | Pure class se abhyas karaya jaye |
| Bhag-III DEMO | Accy se waqfiat aur Safai Karne ka Tariqa.
(iii) Carrying sling (iv) Mag - 05 (v) Assy pouch: - (aa) Cleaning Rod 6 section. (ab) Chamber Brush. (ac) Bore Brush. (ad) Oil Bottle. (ae) Cleaning Cloth. (af) Cleaning Brush (Copper). |
As per trg aid |
7 |
57 |
Namuna bayan ke sath diya jaye. |
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
|
| Method of daily cleaning.
| |||
Method of weekly cleaning.
|
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
|
(d) Lubricantion:- | Method of monthly cleaning.
| |||
(i) 40 C se adhik temp ke liye - OX 52 | ||||||
(ii) 40 C se -180 C ke liye - OX 13 | ||||||
(iii) -180 C se -400 C ke liye - OX 13 + SKO (1:1) | ||||||
(iv) -400 C se -500 C ke liye - OX 13 + SKO (2:3) | ||||||
| ABHYAS | Yeh tha Bhag-lll ka demonstration, abhi hoga abhyas, pure class se abhyas karaya jaye. | As Per trg aid | 03 | 60 | Abhyas Pure class se |
| Bhag-IV DEMO | Bharna, Ready, Make Safe aur Khali karne ka Tariqa. Note: jis posn se fire karne ki jarurat pade usi posn se bhar ki karwai ki jaye. Ustad pehli baar Rif uthathe aur rakhne ka bayan kare. (ustad laying posn se demo de.)
Sight Up
|
|
|
|
|
|
As per trg aid |
10 |
70 |
Namuna bayan ke sath diya jaye. |
(a) | (b) | (c) | (d) | (e) | (f) | (g) |
|
|
Note: Khali kar ke adesh ke baad rif udhar ki rakha jayega, kneeling posn hokar sight ko down aur dust cover ko band kiya jayega aur knelling posn mein hi Report liya jayega. |
|
|
|
|
| ABHYAS | Yeh tha Bhag-lV ka demonstration, abhi hoga abhyas, pure class se abhyas karaya jaye. | As per trg aid | 08 | 78 | Pure class se abhyas karaya jaye |
7. | SANKSHEP
| Shuru-shuru ka kaam mein class ki ginti- gp mein bant kiya gaya. Pahla lesson hone ke karan hathiyar saman ka nirikshan mere dawara kiya gaya. Bandobast ki karwai pahle se hi kar li gai thi mere dawara check ki gai. Doharai pichhale lesson se do sawal pooch kar liya gaya. Uddesh ko bataya gaya. Saman ko small pointer ki madad se darsaya gaya. Sabak ko char bhagon me sikhaya gaya.
Bhag - I. Visheshtayen aur Tech data.
Q1 SIG rif ka firing pin kis type ka hai? Ans- Free floated type.
Bhag -Il. Kholna, Hisse Purjon ke Naam-Kaam aur Jorna.
Q.1 SIG Rif mein case deflector ka kya kaam hai? Ans- Firer ko fired case se suraksha deta hai.
Bhag -III. Accy se waqfiat aur Safai Karne ka Tariqa.
Q.1 SIG Rif ki cleaning rod kitne section ki hoti hai ? Ans- 06 section
Bhag -IV. Bharna, Ready, Make Safe, aur Khali karne ka Tariqa.
Q.1 Make Safe kyun kiya jata hai? Ans- Jab rif ko bhari hui halat mein ek jagah se dusri jagah carry karne ki jarurat ho.
Yaha par lesson sankshep ke sath samapt hota hai, abhi bhi pure lesson mein kisi student ka koi sawal. Aap ka agla lesson SIG Rif ki chaal parne wali roken aur unhe dur karne ka tariqa. |
|
02 |
80 |
Agle lesson se conduct kaaraya jae. |
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
If you have any questions please let me know