NEGEV LMG ki chaal, parne wale roken aur unhen door karne ka tariqa sikhana hai.

 

Shape 

 

 

 

 

 

 

 

LESSON PLAN 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

NEGEV - 3 

Shape 

 

 

 

 

SUBJECT 

 

 

 

 

7.62 MM NEGEV LMG KI CHAAL, PARNE WALE ROKEN AUR UNHEN DOOR KARNE KA TARIQA SIKHANA HAI 

 

LESSON PLAN 

BASIC 

 

SUBJECT: 7.62 MM NEGEV LMG KI CHAAL, PARNE WALE SYLLABUS REF : INF SCHOOL, (MHOW) PRECIS 

ROKEN AUR UNHEN DOOR KARNE KA TARIQA  

SIKHANA HAI SYLLABUS REF : LMG - III 

 

TIME ALLOTED: 80 MINUTES            PERIOD NO-  

 

S 

NO 

TARTIB 

TEACHING POINTS 

TRG AIDS 

TIME 

REMARKS 

Actual 

Running 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

1. 

 

SHURU  

SHURU KA KAAM 

 

(a) Bandobast ki karwai. 

(b) Class ki ginti groupon mein bant. 

(c) Hathiyar aur saman ka nirakshan. 

 

As per trg aids. 

 

 

01 

 

 

01 

 

Nirikshan class se karwaya jae. 

 

 

2. 

 

DOHRAI 

 

Q1.   300m par tej daurte tgt ke liye kitne lead aage shist liya jata hai? 

Ans :  9 lead aage shist liya jata hai. 

 

Q.2. Sight alignment aur sight picture mein kiski ahmiyat jyada hai? 

Ans : Sight alignment ki ahmiyat jyada hai. 

 

 

 

 

 

01 

 

 

 

02 

 

Pichhle lesson se do sawal  puchhe. 

 

3. 

 

PAHUNCH 

 

NEGEV LMG gas ke dabav se kaam karne wala hathiyar hai. Isse single shot ke alawa bhari matra mein auto fire karke dushman ko barbad karne ke kabliyat hain. Waise to Negev LMG mein rok bahut hi kam parte hai lekin ek sec ke auto hathyar hone ke naate sec ke har ek jawan ho iski chaal parne wale rok aur un rokon ko door karne ke tariqa aana chahiye. 

  

 

 

 

01 

 

 

03 

 

Pahunch sabaq se sambandit ho. 

2 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

4. 

 

UDDESH 

 

NEGEV LMG ki chaal, parne wale roken aur unhen door karne ka tariqa sikhana hai. 

 

 

 

01 

 

 

04 

 

Do bar bataya jayega. 

 

 

5. 

 

SAMAN 

 

           Negev LMG, mag, belted drill carts, NEGEV tgt, accy pouch, chaal ka diagram, metallic bd, marker duster aur ground sheet. 

 

 

As per trg aids. 

 

 

01 

 

 

05 

 

Saman ko point karke batayenge. 

 

 

6. 

 

BHAGON MEIN BANT 

 

Bhag - I        NEGEV LMG ki chaal. 

Bhag - II     Fauri ilaj ki karwai aur anya rok. 

  

 

 

 

01 

 

 

06 

 

Sabak ko tartibwar chalane ke liye. 

 

 

BHAG - I 

 

 

NAMUNA 

 

 

NEGEV LMG KI CHAAL     Negev LMG ki chaal 8 actionon mein poori hota hai. 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Negev LMG, Aslt Drum, drill carts,  accy pouch, chaal ka diagram 

 

 

 

 

 

10 

 

 

 

 

 

16 

Namuna bayan ke sath diya jaye 

 

 

 

3 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

 

CHAAL MEIN KAAM AANE WALE HISSE PURJON KE NAAM 

 

             Fire selector lever, Trigger, Bolt Carrier, Lower projection of bolt carrier, Bolt Carrier interrupter, Disconnector, Sear, Disconnector Blockage, feed piece, Barrel locking lugs, bolt ka lugs, Firing Pin, Chamber, Barrel, Gas vent, Piston head, Extractor, ejector, Recoil spring, Hydraulic buffer aur belt ka pehla rd. 

 

CHAAL 

 

 

FEED - Jab ek firer fire selector ki posn ko safe se semi-auto mein karke trigger ko press karta hai to sear niche dab jata hai aur bolt carrier sear se alag ho jata hai aur bolt carrier return spring ke taqat se aage ki aur fwd karta hai. Bolt aur bolt carrier ek saath aage ki harkat karta hai. Raste mein tayar huwa rd miljata hai aur tray ramp ki taraf aage dhakelta hai aur bolt round ko chamber mein dakhil kar deta hai (action FEED ka hota hai). 

 

LOAD - Extractor chamber wala rd ke rim par sawar hojata hai apna extractor spring ki taqat se (action LOAD ka hota hai). 

 

LOCK - Bolt carrier ka aage ki harkat jari rehta hai. Bolt Bayen se dahine ghumta hai aur bolt ka lug barrel locking lugs ka lock housing ke saath milap hojata hai (action LOCK ka hota hai). 

 

FIRE - Bolt carrier ke aakhri harkat ke dauran lock hone ke sath sath bolt carrier mein attach fixed firing pin apne hole se nikal kar chamber wala rd ki primer par chot marta hai (action FIRE ka hota hai).  

UNLOCK - Round fire hone se gas paida hota hai, paida huwa gas bullet ko brl ke jariye aage dhakelta hai. Jab bullet gas port se gujarta hai to kuchh gas gas regulator dwara gas cylinder mein dakhil hota hai. Gas cylinder mein dakhil huye gas piston head par dabav dalta hai jisse Bolt carrier pichhe ki harkat karta hai. Bolt carrier ke pichhe harkat ke dauran rotating bolt dahine se bayen ghumta hai jisse rotating bolt ka lugs brl lock housing lugs ke saath milap tut jata hai action UNLOCK ka hota hai. 

 

 

 

 

 

4 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

 

EXTRACT - Unlock ke baad bolt aur bolt carrier ek saath pichhe ki harkat karta hai. Is pichhe ki harkat ke dauran extractor fire case ko rim mein pakarte hue pichhe lata hai action EXTRACT ka hota hai. 

 

 

EJECT - Bolt carrier aur bolt ki pichhe ki harkat jaari rehta hai. Is pichhe ki harkat ke dauran ejector fired case ke rim mein strike karta hai jisse fired case ejector port ke jariye dahine aur niche gir jata hai action EJECT ka hota hai. 

 

 

COCK - Bolt carrier ke pichhe ki harkat se feeding lever dahina shift hojata hai. Is harkat ke dauran pawl belt ko dahina harkat karadeta hai saath hi agla rd ko bolt ke raaste ready halat mein rakhdeta hai aur pahle wala link ko link port ke jariye bahar nikal deta hai. Bolt carrier ke isi harkat ke dauran return spring sikurjata hai. Sear ka upar wala projection ne bolt carrier ko rokdeta hai action COCK ka hota hai.  

 

          Trigger ko release karne se disconnector apna normal position mein aajata hai aur sear ke sath dubara milap hojata hai aur LMG dobara fire keliye tayar hojata hai.  

 

 

 

 

 

ABHYAS 

 

Yeh tha namuna abhi hoga issi ka abhyas. Chaal ka abhyas karaya jaye. 

 

 

20 

36 

Pure class se abhyas karaya jae. 

                                                                                                          

 

 

 

 

 

5 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

 

BHAG-II 

 

 

 

 

 

NAMUNA 

 

Fauri ilaj ki karwai aur Anya rok  

 

Fauri ilaj ki karwai  

 

Lying posn, bhar, sight rg 300, ready, samne tgt single shot fire. Sune. Is prakar trigger ko press karne se LMG fire karte karte ruk jaye, toh karwai fauri ilaj ki Karen, Sabse pahle kalmi wali ungli ko trigger se bahar karen. LMG ko cock karen. Fire selector ki posn ko safe par kare. Receiver catch ko dabate hue receiver ko kholen, belt ko nikalen Is prakar fauri ilajki karwai mein LMG ko cock karke belt ko utarne se 4 prakar ki rok dur hota hai. 

 

  1. Misfire rd. 

  1. Defective amn. 

  1. Faulty link. 

  1. Khali aslt drum/ Belt. 

 

Anya rok 

 

Is prakar LMG fire karte karte ruk jaye to rok ko pehachane. Pehachanne ke liye feeding tray ko uthate huye body tatha chamber ko check kare yadi firing pin extractor tuta hai toh sikhi huye tarika se LMG ko kholkar firing pin extractor ki badli karayen, abhi ke liye firing pin extractor thik, to ho sakta hai body tatha chamber ki rok, feeding tray ko uthate huye body aur chamber ko check karen. Dekhne mein aaya body clear chamber mein kata huwa case. To rupture case extractor ko le rupture case extractor ka teen bada hissa, base, center pin aur sleeve. Center pin aur base ko tight kare rupture case extractor ko chamber mein dakhil kare fire control selector ki posn pahale wali posn mein kare trigger ko press karen, LMG ko cock kare yakin kare ki rapture case extractor ke sath kata huwa case bahar. Yadi samay hai toh unscrew ki karwai kare yadi samay nahi hai to pahale mauka milte hi unscrew ki karwai kare. Belt ko chadaye receiver cover ko bandh kare butt kandhe ka milap kare LMG ko fire mein shamil kare LMG thik fire karega. 

  

Negev LMG, drill carts, tgt, accy bag.  

14 

50 

Namuna bayan ke sath diya jaye 

 

 

6 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

 

Body mein atka rd ya link 

 

Fire, Sune. Is prakar LMG fire karte karte purje aage hi ruk jaye, toh rok ko pahechane. LMG ko cock karen, cock karne se pura cock na ho to dahine haath ke charon ungli se cocking knob par majboot pakarte huye angutha se pistol grip ya stock base mein support le. Bayen haath se receiver ko kholen belt ko bahar nikale, assault drum chara ho to drum ko utaren. Feeding tray ko uthaye aur body ki nirikshan karen. Body mein atka rd ya link fansa ho to usse clear kare. LMG ko pura cock Karen aur fire selector ko safe par karen. Assault drum aur belt ko charaden, yakin karen belt thik fit hogaya hai. Receiver ko band karen. Butt, kandhe ka milap karen, fire selector ki posn ko pehle wali posn mein karen. LMG ko fire mein shamil karen. LMG thik fire karega. 

 

Fauri ilaj ki karwai aur body mein atka rd ya link ko dur karne ki tariqa mein kisi bhi student ka koi sawal? Sawal nahi to LMG thik fire karta, khali kar.  

 

 

 

 

 

 

ABHYAS 

        

Yeh tha namuna abhi hoga abhyas. Abhyas ke liye addesh is prakar hongeLMG thik fire karta rukta ke addesh par aap fauri ilaz ki karwai mein receiver cover ko kholne tak ki karwai karenge, mein munasib rok ka naam lunga, jaise eject huye rd ke aadesh par aap rd ke primer ko check karenge, defective amn ke aaddesh par defective amn ko alag karenge, faulty link ke aadesh par aap faulty link ko belt se alag karenge, Khali aslt drum/ Belt ke aadesh par assault drum ya belt ki badly karenge. Firing pin ya extractor tutra ke aadesh par aap firing pin ya extractor ki badly karwayenge. Chamber mei kata huwa case ke aadesh par aap chamber clear karenge aur Cock nahi ke aadesh par aap body ko clear karne ki karwai karenge. 

 

Negev LMG, drill carts, tgt, accy bag. 

28 

78 

Pure class se abhyas karaya jaye. 

 

7 

 

(a) 

(b) 

(c) 

(d) 

(e) 

(f) 

(g) 

 

7. 

 

SANKSHEP 

 

 

 

             Shuru shuru ke kaam mein bandobast ki karwai pahele se kardiya gaya hai. Class ki ginti groupon mein bant class se do student bulakar hathyar wa saman ka nirikshan karwaya. Dohrai pichhle lesson se liya gaya. Pahunch sabaq sambandhit saaf chhota aur saral batate hue uddesh ko bataya. Sabaq se sambandit saman ko kneeling posn se small pointer dwara ek ek karke dikhya gaya. Sabaq tarteeb war chale aur asani se samjhane ke liye sabaq ko char bhagon mein sikhaya gaya. 

 

Bhag - I      Negev LMG 7.62 x 51 mm ki chaal. 

 

Q1.     Negev LMG 7.62 x 51 mm ki chaal kitna action mein pura hota hai? 

Ans.    8 action mein pura hota hai. 

 

Bhag - II     Fauri ilajki karwai aur Anya rok. 

 

Q2.     Fauri ilajki karwai mein kitne prakar ke rok door hota hai? 

Ans.    4 prakar ke rok.           

          

 

          Yahan par lesson sankshep ke sath samapt hota hai. Abhi bhi pure lesson mein kisi bhi student ka koi sawal. Aapka aagla lesson trigger mech aur mech safeties ke baren mein jankari dena hai. 

 

 

02 

80 

Agle lesson se contact kiya jaye 

  

 

टिप्पणियाँ