Section commander tactics question and answer

 


1. Bhesh badal kar kiye jane wale surveillance ko kya kehte hain?

Ans. Covert surveillance.


2. SADO ke dauran kiye jane wale search ki koi ek technique likho?

Ans. Selective search, fan method, base line method, streamlined method aur sweep method.


3. MCP ka full form likho? 

Ans. Mobile check post.


4. Ribbon Charge ka formula likho?

Ans. 1.1 bt2


5. North -north west kitne degree ko darshata hai?

Ans:337 degree and 30 minutes


6. Cordtex ki phatne ki raftar kitni hoti hai?

Ans. 6 se 8000 mtr/sec.


7. Rukavateen kitne parkar ki hoti hain, naam likho?

Ans. Natural & Artificial


8. Khabar kitne parkar ke hoti haon naam likho?

Ans. Background aur Real Time.


9. Tracking ke dauran kitne parkar ke nishan hote hain, likho?

Ans. Temporary and permanent.


10. AK-47 Rif ki qutar likho?

Ans. 7.62mm.


11. Equal shadow Tip method mein dande ki unchain kitni hoti hai, likho?

Ans. 3 mtr.


12. POW ko ek galti par jyada se jyada kitna punishment diya ja sakta hai? 

Ans. 30 days


13. Convoy protection ki jimmewari kiski hoti hai? 

Ans. Convoy cdr


14. IEDD Team ka full form likho?

Ans Improvised Explosive Device Detection Team.



15. 57 Mtn Div kaunse Corp mein aata hai? 

Ans. 3 Corp.




16. Surveillance kitne parkar ke hote hain, naam likho? 

Ans. Covert and overt.


17. GC primer ka weight likho?

Ans. 28 gms.


18. Armed forces special power act kab lagu hua? 

Ans. 1958.


19. Ghatak pl ke pass kitne sniper hote hain hain?

Ans.


20. MCP ke dauran MCP Cdr ki location kahan hoti hai?

Ans. Search Party


21. CIJW School ka pura naam likho? 

Ans. Counter Insurgency Jungle warfare.


22. Ek Rif Coy ki nafri likho? 

Ans. 02 – 05 –119.0


23. Naga jan Jaati ke koi do insurgent group ka naam likho?

Ans. NSCN (IM) and   NSCN (K).


24. SSM ka full from likho? 

Ans. Start Strip marker


25. Ambush ke dauran ambush party cdr ki loc kahan hoti hai likho? 

Ans. Covering party.


26. FUP marking ki jimmewari kiski hoti hai? 

Ans. Recce and Svl platoon cdr.


27. BHM ki appintment pay kitni hoti hai likho?

Ans. Rs 80/-


28. Military  Explosive kitne parkar ke hote hain likho? 

Ans. Low Explosive aur High explosive.


29. Water plume charge pani se kitne upper wale bridge ko barbad kar sakta hai?

Ans: 3 mtr.


30. LMG firing ke dauran bayen hath master grip par hone se goliyan tgt par kahan lagti hain?

Ans. Bayen se dahine aur upar ko.


31. Remote control IED ka jayada se jayada kitne duri se initiant kiya jaata hai ? 

Ans. 810 mtrs



32. Gun power kaunse parkar ka explosive hai. 

Ans. Low Explosive.


33. Mine M-16 jameen se kitne height par uchhal kar phattha hai?

Ans. 2 se 4 feet.


34. 5.56mm INSAS LMG mein bifocal group kaunsi galti ke karan banta hai?

Ans. Sight Aalignment aur Sight Picture.


35. Firing ke dauran sar marne se goli kitne baje ki line mein lagti hain? 

Ans. 11 baje ki line mein.


36. Hav se Nb/Sub promotion mein red ink entry milne se kitne saal tak koi promotion nahin milta hai ?

Ans. Ek Saal.


37. GTI ka full form likho ?

Ans. Ground of Tactical Importance.


38. World Cup (Cricket) ke dauran Indian cricket team ka Captain kaun tha likho?

Ans. Rahul Dravid.


39. Firing mein marksman kitne percentage par hota hai? 

Ans. 70%.


40. CASO ke dauran Prisoner Guard kaunsi party ke saath hoti hai? 

Ans. Reserve Party.


41. Ek Inf Bn ko spotter scope digital camera ke saath kitne authorizes hote hain? 

Ans. Eight.


42. Indian Army mein naya command ka naam likho?

Ans. South West Command


43. Pressure Charge ka ratio likho?

Ans. 2 : 1 : 1


44. KDL ka full form likho?

Ans. Key defended locality


45. Claymore mine ka pura naam likho?

Ans. Mine M-16 Claymore1A.     


46. BAUT ka pura naam likho ?

Ans. Boat Assault Universal Type


47. Ni helipad marking ke dauran 02 tourches ke bech mein distance kitna hona chahiye ?

Ans. 9 mtr.


48. ALH- DHRUV mein kitne admi baith sakte hain ?

Ans. 14.


49. Cassiopeia mein kitne stars hote hain ?

Ans. Five.


50. Safed propaganda kis par adharit hai, likho?

Ans. Sach (Truth).


51. IFF ka full form Likho?

Ans. Identification Friend or Foe.


52. Safety fuze ke jalne ki rafter likho?

Ans. 60 cms per min +  06 sec.


53. SADO ka full form likho ?

Ans. Search and destroy operation


54. LWE ka full form likho?

Ans. Low wire entanglement.


55. POW ko 02 punishment ke beech mein kam se kam kitne din ka antar dena chahiye? 

Ans. Three days.


56. Pole Star saptrishi se kitne duri par hota hai, degree mein likho? 

Ans. 6 degree.


57. Ek jawan ki basic pay kitni hoti hai likho? 

Ans. 6440/-


58. CI Ops mein ek inf bn ko kitne rif pl extra auth hai? 

Ans. 1 Platoon.


59. Convoy kitne parkar ke hote hain, likho? 

Ans. Special aur Normal.


60. AK-47 Rif ka sight radius kitna hota hai?

Ans. 378mm


61. Ek Inf Bn mein kitne JCOs  auth hote hain?

Ans. 42.


62. Mine M18 ka zakhmi karne ka range likho.

Ans: 100 meters


63. Ambush ki partiyan likho.

Ans: 1. Scout 2. Covering 3. Reserve 4. Stop



64. Larai ke roop mein NBC hathiyar ka doosra istemal kab aur kahan hua?

Ans: 09 Aug 1945 ko Nagasaki mein


65. Raid ki partiyan likho.

Ans: 1. Cut off gp 2. SP gp 3. Aslt gp

a. (a) sentry silencing pty (b) demolition party (c) aslt party


66. Assault charge ke naam likho.

Ans: 1. Pole charge 2. Rammer charge 3. Molotov cocktail

a. 4. Improvised      bangalore torpedo


67. 5.56 mm Insas Rif ka pouch amn likho?

Ans: 140 rds


68. Agar din ke samay aapke saamne nuclear dhamaka hota hai to andhapan kitni der tak rehta hai?

Ans: 2 se 3 minutes


69. Service protractor kitne prakar ke hote hain?

Ans: 03 types


70. Ek TNT slab ka wajan likho?

Ans: 450 gms


71. Direction of arty fire mein dahine baayen ka bracketing kitna hai?

Ans: 25 mtrs


72. Mine M18 se agar target ko 30.70 m par barbad karna hai to aiming point zameen se kitna upar hoga?

Ans: 1.83 Mtrs


73. Direction of arty fire mein agar range 1000 hai aur gola ek degree dahine bayen girta hai to wah kitne doorie ko darshata hai?

Ans: 17 mtr


74. Mine M18 mein ______ steel ball hote hain.

Ans: 700


75. Geneva ke aadhar par NCO PW ko kya kaam authorised hai?

Ans: superviosion


76. Radio set motorola mein kul kitne zone hain?

Ans: 08 zones


77. Recce patrol ke khabar haasil karne ke tarike likho.

Ans: 1. Obsn2. Movement3. Fire se


78. Armoured regt ke ‘B’ squadron ka chinh banao.

79. Radio set motorola ke ek zone mein kitne channel hain?

Ans: 16 Channels


80. Bombardment officer ka appointment code likho.

Ans: Giraffe


81. Radio set Star V ka frequency range likho.

Ans: 30 MHz se 87.975 MHz Tak


82. Defensive fire kitne prakar ka hota hai? Naam likho.

Ans: 1. DF in Depth2. DF in CloseDF SOS


83. Radio set Star V ka tape antenna ke saath range likho.

Ans: 9 se 12 Kms


84. 51 MM Mor ke HE bomb ka killing area likho.

Ans: 8 mtr radius


85. 84 MM RL kis siddhant par kaam karta hai?

Ans: Breech Loaded Percussion of Fire


86. DSR se kitne prakar ka amn fire kiya jaata hai?

Ans: 6 Prakar Ke


87. Snot mein lage fuse ka rang aur dia likho.

Ans: Orange, .75mm


88. Ribbon charge kitne mote plate ko kaatta hai?

Ans:2 se 3 inch


89. 30 MM AGL ke barrel ka wajan likho.

Ans: 2 kg


90. Call kitne prakar ke hote hain? naam likho?

Ans: 1. Single Call2. Multiple Call3. Net Call4.Net with Exception Call


91. Mine NMM 14 mein barood ka wajan likho.

Ans: 30 gms


92. RT Procedure mein hello ka prayog kab kiya jaata hai?

Ans: Shuru Shuru ke comn mein


93. Field conduct sheet ka number likho.

Ans: IAFZ-3013


94. SSM se fragmentation mine kitni doorie par lagti hai?

Ans: 9 mtr


95. Mini flare ka roshni dene ka samay likho.

Ans: 35 sec



96. Bharat ke sena adhyaksh ka naam aur decorations likho.

Ans: Gen VK Singh, AVSM, VSM, ADC


97. Mixed with fragmentation strip mein TP se pehle waali fragmentation mine mein do trip wire lagai jaati hain.

Ans: Galat


98. Raiding party infiltration ke samay mauke ka ambush laga sakti hai.

Ans: Galat


99. 7.62 mm MMG ka safety angle 3 degree hai.

Ans: Sahi


100. Moon ke chauthe quarter ke doosre din chand  1252 h par doobta hai.

Ans: Sahi


101. Assault baut ka wajan 196 kg hota hai.

Ans: Sahi


102. AMR ke ek MAG mein 06 round aate hain.

Ans: Galat


103. Conventional raid mein stay behind party hoti hain.

Ans: Galat


104. Cordex mein gun powder ka istemaal hota hai.

Ans: Galat


105. First aid mein ECC ka poora naam extreme cold climate hai.

Ans: Galat


106. Agar ek aadmi ke pair mein goli lagi ho aur who behosh ho to usko morphine dena chahiye.

Ans Galat


107. FIR ka full form likho ?

Ans – First Information Report. 


108. QRT ka full form likho ?

Ans – Quick Reaction Team.


109. 5.56mm INSAS Rif ka on wpn amn likho ?

Ans – 140 rds 


110. GC slab ki lambai aur chaurai likho ?

Ans – 15 cm X 7.5 cm


111. Chandarma rojana kitna late nikalta hai ?

Ans – 50 min

112. KYKL insurgent gp kis jan jaati ke  hain ?

Ans – Meitei caste 


113. Molotov cocktail charge mein engine oil aur petrol kitna partishat (percentage) hota  hai ?

Ans– Engine oil – 25 %            Petrol       - 75 %


114. Ek inf bn ka patrol master kaun hota hai ?

Ans – 2IC


115. GOC 57 Mtn Div ka pura naam likho ?

Ans – Maj Gen EJ Kochekkan, SM, VSM


116. Bharat ke defence minister ka naam likho ?

Ans -  Mr AK Anthony


117. UBGL ka full form likho ?

Ans – Under Barrel Grenade Launcher.


118. Signal offr ka call sign likho ?

Ans - Sparrow


119. BFSR ka full form likho?  

Ans- Battle field surveillance radar.


120. GPS ka full form likho ?

Ans – Global positioning system. 


121. 84mm RL se kitne parkar ka amn fire kar sakte hai likho ?

Ans - Six


122. CTR ka full form likho?

Ans – Close tgt recce.


123. Jawan ki pay book ka kiya number hota hai ?

Ans – IAB - 64


124. Ambush ki kisme likho ?

Ans – Mauke ka aur taiyari ka.


125. Conventional ladai main patrol ki kis mein likho ?

Ans – Recce patrol aur protective patrol.


126. FAA ka full form likho ?

Ans – Forward  assembly area.

127. MMG ke belt mein kitne ball aur kitne tracer hote hain ?

Ans - 188 ball aur 47 tracer.


128. 84mm RL ka zeroing kis sight se kiya jata hai ?

Ans – Bore Sight.


129. Larai ki taiyari ko suru karne ke liye kaun se orders issue kiya jate hain ?

Ans – Warning order.


130. NVD ka pura naam likho ?

Ans – Night vision device.


131. Ghatak platoon ki nafri likho?

Ans – 01-01-19


132. BFNA ka full form likho ?

Ans- Battle field nursing assistant.


133. ECHS ka full form likho ?

Ans- Ex serviceman contributory health scheme.


134. BOP ka full form likho ?

Ans – Border observation post.


135. RAP ka full form likho?

Ans – Regimental aid post.


136. CASO mein kitne parkar ke cordon hote hain ?

Ans – Inner aur outer cordon.


137. COB ka full form likho ?

Ans – Company operating base.


138. Ek khule haath se kitne degree napa ja sakta hai ?

Ans – 19 degree


139. Ek mandir ka dwar kis disha ko darshata  hai?

Ans – East.


140. Unit ke quarter master sahib ka call sign kiya hota hai ?

Ans – Panther.


141. DCB ka full form likho ?

Ans – Ditch cum bund.


142. PP ka full form   likho ?

Ans – Protective patrol.


143. Switch No 5 kis sidhant par kaam karta hai ?

Ans – Pressure sidhant par.


144. Yeh XX kaunsa battle message hai ?

Ans – Sakhat hamla.


145. 44 Mtn Bde ka military symbol    banao ?

Ans -       44 


146. Navigation party mein kitne log hote hain ?

Ans – Five.


147. Elective detonator ka naam likho ?

Ans – Detonator No 33.


148. IFF ka full form  likho ?

Ans – Identification friend or foe.


149. FOO ka full form likho ?

Ans – Forward Observation Officer.


150. Inf bn ke CO sahib ka topkhana kise kahte hain ?

Ans – Mor Pl.


151. Mixed strip mein kaun kaun se mines lagate hain ?

Ans – Anti tk and Anti pers.


152. Indian Army mein total kitne command hain ?

Ans – Eight.


153. CIJW school ka location kahan par hai ?

Ans – Vairegntae.


154. Ek jawan ko children’s education allowance kita milta hai ?

Ans – Rs 1000/-


155. Terrorist ke apprehension ke waqt kaunsa document tyar kiya jata hai naam likho ?

Ans – Seizure list.


156. CI ops mein ek jawan ko kitna CI allowance milta  hai?

Ans – Rs 1500/-



157. Agar M6 fuse hai to M57 kya hai ?

Ans: Firing devise 


158. Arty regt mein kul kitni gun hoti hai ?

Ans: 18 guns


159. Agar chand first phase mein west se badhta  hai to third phase mein khan se ghata hai ?

Ans: West


160. ISL  aur  VSL ki chauri likho .

Ans: 1. ISL – 60 cm          2. VSL – 6mtr


161. 9mm CMG ka battle range likho.

Ans:  30 mtr


162. Orion belt mein kitne tare hote  hai ?

Ans : 13


163. Chand apne tisre charan mein hai uska tisre din nikalne ka samay likho?

Ans: 1944 hrs



164. 51 mm MOR ke he bomb ka mark II charge 1 ke saath range likho .

Ans: 200 se 750 mtr


165. Inf kitne prakhar ki hoti hai ?

Ans : 7 Prakar ke


166. Apne raksha mantri ka naam likho. 

Ans Mr. A.K. Antony


167. Ek saath do firing pin kis hathiyar mein kaam karti hai?

Ans: 84mm RL 9mm sub calibre ke saath.


168. Ek inf bn mein mini flare pistol kitni hoti hai 

Ans: 18 mini flares


169. Provost offr aur AD offr ka appt code likho .

Ans: Provost offr: Robin    AD offr   : Cheetah


170. 30 mm AGL ke belt box mein kul kitne grenade aate hai ?

Ans: 30 grenades


171. Concussion charge mein detonating cord ka kaam likho .

Ans: Dhamake ko charge tak pahunchana

172. India mein MIG kis desh ka bana hai?

Ans: Russia


173. Raid ke dauran raid pty ka 2IC kis gp mein hota hai?

Ans: sp gp


174. Assualt charge mein assault ke dauran  safety fuse ki lambai kitni hoti hai ?

Ans: 15 cm


175. 1/50000 vali map sheet mein tute hue contour ka contour interval likho? 

Ans  10m


176. TNT slab ka size likho?

Ans: 12 x 8 x 4 cm



177. Nuclear war mein beta rays se jal jane ko kya kehtein hai ?

Ans: beta burn


178. 1000 mtr se 2500 mtr ki uchai mein chetak ke liye helipad ka size likho.

Ans: 25m x 15m


179. Bore hole charge mein kis explosive ka prayog nahin hota hai ?

Ans: TNT aur GC slab ka istemal nahi hota.


180. Mixed with fragmentation strip mein  mine M16 ki mine density likho?

Ans: 1/12 mtr


181. Kis mine fd ko do def ke gap ko cover karne ke liye lagaten hai ?

Ans: Defensive minefd


182. Morphine injection kaun si injury mein nahin diya jata ?

Ans: Head and chest injury mein nahi diya jaata.


183. Lat aur hat org kis desh se sambandh rakhti hai ?

Ans: Pakistan


184. ATGM ka mil chin banao?

Ans:


185. Ek bn mein DSR ki night sight kitni authorised hai 

Ans: 5 ni sights ( 1 in ghatak pl) (revised)


186. 51 mm MOR dial sight ka kya kaam hai ?

Ans: MOR ka rg set karne ke liye.


187. MGL ka kam se kam range kya hai ?

Ans: 25m


188. Qile ka conventional chin banao .‘Q ‘ bty ka affexive fig likho?

Ans: 43


189. 27 punjab ki ‘A’ Coy HQ ko mil chin se darshao?Ek Armd Regt mein kul kitne comd tank hote hai ?

Ans: 03 ( CO, 2IC, Adjt)


190. Ek Med Arty Regt ke tp mein kitni arty gun hoti hai ?

Ans: 03 guns 


191. Bunker bursting  ki  kul kitni parties hoti hai .

Ans: 02 parties.

a. Aslt gp

1. Exit party

2. Demolition party

3. Aslt party

b. SP gp


192. Tayyari ke ambush mein ambush  pty cdr kis pty mein hota hai .

Ans: Covering party


193. Bharat ke kinhi do ladaku vimano ke naam likho .

Ans: Mig, Jaguars, Sukhoi


194. Ek pw ko ek din mein kitna aram milna chahiye ?

Ans: Kam se kam 1 ghanta 


195. Agar ek saath arty ki kayi gun barabd karni pade to kis charge ka kaun sa circuit lagega ?


Ans: Diamond charge ka ringman circuitService protector par bane arrow ka naam  likho.

196. Ans: Zero edge


197. Water plume charge mein pani ka kam se kam star kitna hona chahiye ?

Ans: 66 cm


198. Hamari army mein kitni command hai?

Ans: 7 Commands


199. Shaped charges ke naam likho .

Ans: 1. Bore hole charge                

2. General wade    

3. Nesting beehive

4. Hayricks

5. Beehive.

6. Bangalore torpedo


200. Concussion charge ka doosra naam likho ?

Ans: Rammer charge


201. Inf bn mein kitni Sniper Rifle authorised hai ?

Ans: 10 Snipers (incl 2 Rif in ghatak pl)


202. Army trg command kahan par hai?

Ans: Shimla


203. Kitne prakar ke north hote hai ?naam likho ?

Ans: three

1. True north

2. Grid north

3. Magnetic north


204. Bn mein kitni AMR authorised hai ?

Ans: 04 (one per coy)



205. Milan ka max range ?

Ans: 2000 m


206. Navy mein general ke barabar  kaun sa rank hota hai ?

Ans: Admiral


207. April mein bharat ne ek lambi duri ki missle ka safal prashik shan kiya hai, naam likho ?

Ans: AGNI III


208. Asli ladai ke alawa anya halaton mein diya jane wala sabse ucchatam puraskar kaun sa hai ?

Ans: Ashok Chakra


209. Ek pw se kaun se char sawal kar sakte hai ?

Ans: 1. Army no

a. 2. Rank

b. 3. Name

c. 4. Date of birth


210. Apne haat ki madad se kaun kaun  si  degree naap sakte hai ?

Ans: 3, 5, 8, 12 and 19 degrees


211. Paon ke haddi tutne par jo splint bandhte hai uska naam likho ?

Ans :thomas splint


212. Kitne prakar ke explosive hote hai naam tatha jalne ki raftar likho ?

Ans: low explosive – 3500 mtr/ secHigh explosive – 6000 se 8000 mtr/ sec


213. Hamari navy ka sabse bade yudh pot  ka naam likho ?

Ans: ins virat


214. RT procedure ke niyam Likho?

Ans: 1. Brevity2. Accuracy3. Security4. Speed


215. 9 mm CMG ke chalne ka siddhant likho.

Ans: Blowback action with API


216. 5.56mm amn ke catridge  mein kaun sa barud hota hai ?

Ans: Low explosive (NC)


217. DZ ki lambayi aur chaurai likho.

Ans: 1000 x 400 mtr 


218. CPR mein ECC ka full form likho.

Ans: External Cardio Compression


219. Sec fmn kitne prakar ke hote hai ?

Ans: 06 Prakar ke


220. ‘C’ Veh ka prayog hum kis samaan ke liye karte hain?

Ans: Bridge, JCB


221. Jungle kitne prakar ke hote hain? Naam likho?

Ans: 1. Naga mizo hill jungle  2. High altitude jungle3.Ice land jungle4. Foot hill jungle


222. Ek jawaan ke basic documents likho.

Ans: 1. Record docu2. Unit docu3. Pers docu

223. Yadi gun powder paani mein bheeg jaata hai to us par kya farak padega?

Ans: Jalne ki raftaar kam hoga/ nahi jalega.


224. ISF stalking kis dhatu ka bana hai?

Ans: Copper/ Tamba


225. Dynamo Mk7 400 gaj par kitne detonators ko ek saath phadta hai?

Ans: 40 Detonators


226. Spring ka conventional chinh banao.

Ans:    +


227. Fire fighting ki partiyan naam sahit likho.

Ans: 1. Cordon party2. Fire fighting party3. Rescue party


228. Marksmanship ke siddhant likho.

Ans: 1. Holding/ majbut pakar2. Aiming/ durust sist3. Trigger op/ durust  trigger op


229. 9mm CMG ka pouch amn likho.

Ans: 96 Rds


230. BPET ka poora naam likho.

Ans: Battle Physical Efficiency Test


231. Computer ki basic accessories likho.

Ans: Monitor, CPU, Keyboard, UPS, Mouse


232. 84 mm RL ke ILL bomb ka teesre click ka range likho.

Ans:1700 mtrs


233. DSR ka amn kis type ka hai?

Ans: Rim Type


234. Nark army ke inf bn ki nafri likho?

Ans: 17 - 25 - 757


235. chandal army ke ek rif coy ki nafri likho.

Ans: 08 - 145


236. Ek Engr Regt ke ek coy mein kitne sec hote hain?

Ans: 04 Sec


237. Fragmentation mine ki trip wire zameen se kitni unchai par lagti hai?

Ans: 5 se 7.5 cm


238. No 36 hand gren ka danger area likho.

Ans: 270m/ 300 gaj


239. Radio set par jamming ke tarike likho.

Ans: 1. Spot jamming2. Sweep jamming3. Broad jamming


240. Radio set Star V par kul kitne channel hote hain.

Ans: 2320 Channels


241. AFSPA-1958 J&K mein kab laghu hua?

Ans: 1991 Mein


242. Ladai ke dauran ek inf bn ko reinforcement kitna milta hai?

Ans: 1 - 2 - 45


243. Search ke tarike likho.

Ans: 1. Fan method2. Sweep method3. Base/ streamline    method


244. IS duty ka form no likho.

Ans: IAFD - 908


245. Infiltration ke zariye likho.

Ans: 1. Air craft2. Zameen se3. Sea/ paani dwara


246. Ek inf bn ko ladai ke liya warning order milne ke baad kin bhago mein likha jaata hai likho?

Ans:1.Reece gp2. Order gp3. Fighting gp4. Transport gp


247. Attack ke darje likho.

Ans: 1.  Tyari/ preparatory stage2.   Hamla/ aslt stage3.   Re- org stage


248. Mine fd breaching ke dauran finsh line par do gaanth kisko darshata hai?


249. Mine laying ke dauran do strips ke beech mein kitni doorie honi chahiye?

Ans.  25 se 150 m


250. Agar cas ki pulserate lagatar girti ja rahi hai aur usko bahut dard ho raha hai to app kya first aid denge?

Ans:  voveran


251. Mine fd breaching ke dauran recce pty aur breaching pty ki nafri likho.


252. Short strip kahan lagta hai aur uski lambai kitni hoti hai?

a. Ans.  DP aur TP ke aage, 21 se 27 m



253. M-16 mine ka shipping plug aur fuze ke saath lambai likho.

Ans- 20 cm


254. Mine NMM-14 ka chalne ka siddhant likho.

Ans. Diaphragm action


255. Mine M-16 ke barud ka wajan aur killing area likho.

Ans.  Barood ka wajan – 450 gmsKilling area – 32 m


256. RL ke he round ko kitne prakar se fire kiya jaata hai?

(a) Air burst

(b) Ground burst

(c) Tana burst


257. Brick kiln ka conventional chinh banao.

Ans:

258. Mech inf rep ka appointment code likho?

Ans.  Stag


259. AFSPA-1958 north east mein kab laghu hua tha?

Ans.  1968 mein


260. Priority message ko opretor kitni der tak apne paas rakh sakta hai?


261. Convoy ambush mein phasne par jaldi se debussing karke gaadi ke neeche ya tyre ke peechey bhi cover le sakte hain.

Ans: Galat



262. Day dz ko mark karne ke liye kitne panels hone chahiye?

263. Ghatak pl ke ek team ki nafri likho.


264. Infiltration ke dauran dushman ka ek TBP aapko dikhta hai. Aap mauke ka ambush laga kar usko barbad karenge.


Ans. Galat

265. Night DZ ko mark karne ke liye kitne lights ka prayog hota hai?

266. No-77 gren kitni der tak smoke deta hai?

Ans.  30 se 40 sec


267. 30mm AGL ke ek grenade ka wajan likho.

Ans. 350 gms


268. 51mm MOR ka smk kitne samay tak hota hai?

Ans. 2 Mins tak


269. Agar 84mm Rl ke ill round ko 1300 mtr par fire karna hai to kitni degree se fire karenge?

Ans:20 degrees


270. Hawa mein awaaz ki raftar kya hai?

Ans.  373 gaz/sec ya 1120 feet/sec


271. Judging distance form No likho.

Ans.  B-186


272. Agar ek jawaan light se nikalkar andheri raat mein aata hai to uski aankhon ko andhera apnane mein kitna samay lagega?

273. Ans.  30 mins


274. Wire obst ke naam likho.

a. Ans.  (a) Low wire entanglement(b) Double apron fence(c) Cat wire fence – I(d) Cat wire fence – II


275. Ek inf bn ko kitne mine M-18 authorised hain?

Ans.  96 Mines


276. Boot DMS mein tasme ke liye ek taraf mein kitne surak hain?

Ans. 05


277. J & K mein cease fire kab laghu hua tha?

Ans:  27 Nov 2003


278. Jalne par kis dawai ka istemal kiya jaata hai?

Ans: Silver Sulpha Diezene (SSD)


279. Urine block mein jo nali lagatein hain uska naam likho.

Ans: Urinary Catheter


280. Desert ke ilake mein garnish ka scale kya hai?

Ans: Green – 25%Khaki – 75%


281. GOC-in-C agar koi message pass karta hai to uska darja kya hoga?

Ans: Flash


282. Air burst se bachav ke liye kitna OHP hona chahiye?

Ans:  45 cm/ 18 inch 


283. Ptl ki nafri ptl ka fasla ,time aur task per bhi nirbhar karti hai. (Sahi ya galat)?

Ans:  sahi


284. R/ptl ko fire sp dene ke liye arty se talmeal kaun karta hai.

Ans:  Recce ptl ko bhejne wali fmn


285. Div level per ptl planing kaun karta hai?

Ans:  GSO 1 Ops


286. Do navigation bounds ke beech mein cp kitni doorie per chunna chayea. 

Ans:500 se 1000 m


287. Suraksha ke lihaj se ek pw apne paas kya kya samaan rakh sakta hai?

Ans: Helmet, IPE, Gasmask


288. Protective ptl ke nafri kitni ho sakti hai?

Ans:  1 sec se 1 coy tak

289. Kiya protetive ptl stay bihaind pty chor sakta hai.

Ans:chor sakti hai


290. Protective ptl mein stay bihaind pty shadow ptl ka kaam kar sakte hai.

Ans: sahi

291. Night DZ ke ‘T’ mein horizental light kitne lagte hai. 

Ans: 04 lights

292. Night DZ mein light to light ka fasla kitna hai.

Ans: 25 m

293. RPG 7 ka effective range likho.

Ans: 500 m

294. 84 mm rl ke he round ka killing area aur smoke ki chaurai likho

Ans: : Killing area – 10 m       Smoke ki chaurai – 15m


295. 81 mm MOR ka mount aur sight ke saath wajan likho.

Ans: 43.1 kg

296. Kya ek shadow ptl dushman ke ptl par arty fire gira sakti hai?

Ans: yes

297. Mountain mein aap get away  men buddy mein chunna jaruri samjhaten hain?

Ans: yes


298. Rt procedure mein ROGER-SO-FAR ka istemal batao.

Ans: Lambe message ko torne ke liye

299. Aap khabar hasil karke wapas aa rahe ho aur aap ko dushman ka ptl mil gaya hai uski nafri aap ke nafri ke barabar hai aur usne aap ko nahi dekha kya aap mauqe ka 

Ans: yes


300. ambush lagana chahate ho?

Ans:  Yes


301. Orion constellation ke sword mein kul kitne tare hote hain.

Ans: 03 star


302. Attack ke prakar Naam sahit likho? 

Ans: 1. Achanak ka humala 2. Tayyari ka humla


303. Fire control order ke kismen naam sahit likho?

Ans: Ans:(a) Intezaari fire order   (b) Aam fire order   (c) Mauke ka order

  (d) Achanakka order



304. Kya raid ke dauran cut off group early warning ka kaam karta hai?

Ans: yes

305. Aap ne dusman ke 01 offr 02 JCOs 25 OR bandi bana diye hain aap sabse pahle kiya karwai karaynge?

Ans: sabko alag alag karke bithaya jayega


306. Aap china mein pw ho gaye ho aur aap unke bhasha ko ache prakar se jante hain kya aap unke saat unke bhasha mein baat karna pasand karoge?

Ans: no

307. Raid ke dauran aslt group sentry silencing ka kaam karta hai.

Ans: yes

308. CI raid ke dauran hum sbp ko kitne ghante ke liye self cantained chor sakte hai. 

Ans: 72 hrs

309. Engr regt ke ek sec ke nafri likho.?

310. Ans:  0 – 0 – 11


311. Kya mountain main raid ke dauran aap support group mein milan missile le jana chaoge?

Ans: no

312. Water plume charge se agar humne 01 ton bhar wala rcc bridge brabad karna hai to kitna barud lagega.

Ans: 700 gm

313. Ek bn ko FUP mark karne ke liye kitna ilaqa chaheye?

Ans: 400 x 400 mtr


314. Agar tgt kneeling position mein hai aur aap ke fore sight tip usko cover karti hai to range kitni hogi? 


315. Aap LMG ke saat kitni prakar ke chal karke ho? Naam likho?

316. Aap ko patroling ke dauran china ka sainik mila aur  woh bimar hai, aap sabse pehle kya karwai karnge?

317. Indian army ke itihas mein 18 May 1974 ko kiyon yaad rakha jaata hai?

318. Crawl trench ki kam se kam chaurai kitni hoti hai?


a. Ans: 45 cm

319. Aap ka buddy ke ptl mein ulti, pet dard ke sath bhukh na lagna aur pulse rate ka gir jane par kaun si bimari ho sakti hai?Ans: Heat stroke

320. 30mm AGL ka kam se kam range liko? Ans:  50 mtr

321. Sena mein kitne prakar ke dog istemal kiye jaten hain?Ans:  5 Prakar

322. Ptl base  ke jaruat kab parti hai.

Ans:  Jab subsidiary ptls ko bhejne ki zaroorat ho

323. AMR ka kuttar likho.Ans: 14.5 mm aur 20 mm

324. Box in route method kahan estemal hota hai.Ans: Navigation mein

325. Sardi ke mausam mein sun down sleeves down hota hai. X

326. Mine ke kaam karne ki chaal ko kuch samay ke liye rokne ko dis arm kahten hain. X

327. Chand ke first quarter se bunny ka munh dikhana shuru ho jata hai. X

328. Cassiopia mein 7 star hoten hain. X

329. CMG CQB ka hatiyar hai. √ 

330. Tank mine fd ko breech karta hai. √ 

331. Army aviation(air op) ka link sign likho.Ans :  6

332. Mix with fragmentation strip mein pratiyek mine ke density likho. Ans: A/pers – 1/1    A/tk     – 1/3   Fragmentation – 1/12

333. Niche likhe saanp kya zahareele hote hain.

(a) Rat snake.

(b) Water snake.Ans:  No

334. Aaj control ka code sign XYL hai “D”coy ke 12 pl ke No 3 sec ka link sign do.

Ans:  XYL 4 C 3


335. Light bty jab field bty ke command mein ho to link sign affix kya hoten hain.

Ans: Bty commander – 81Gun position offr - 83

336. Agar altitude 2500 mtr se uper ho aur MI-8 heptr ke liye helipad mark karna para to size kiya hoga.Ans: 150 x 35 m

337. Signal strength report sheet mein nimn ka kiya matlab  hai :- √ 

Ans:  Strength 

338. Long ur message kise kahten hain. Ans: 30 sec se zyada lamba messages ko

339. Insan dwara 1 hour mein liye gaye radiation ko kya kahten hain.

Benazeer bhutto ________date ko mari gayi thi.Ans: Dose rate


340. SAHI YA GALAT LIKHO

341. Heptr dhuruv raat ko larne ki kshamta rakhta hai √ 

342. Per hour liye gaye radiation ko naapne ke liye kis yantra ka prayog kiya jata hai.

343. Main kis quarter mein hoon.Ans: Fourth Quarter

344.

345. blackarrow kisko darshata hai.


Ans: Pole star ko

346. Shaheen II ka range kya hai.


Ans: 2500 km

347. Lubor line kahan paaya jaata hai?

348. 24 hrs tak hum kis massge ko apne pass rakh sakten hain


349. Is battle message ka matlab kya hai:-



350. Chain of detonation ko sahi kram mein likho?

Cordex, Dry Primer, Main Charge, Detonator, Safety Fuse, Ignition

Ans:  Ignition, Safety Fuse, Detonator, Cordex, Dry Primer, Main Charge


351. Chandni raat ke samay chand ke andar bane bunny ka kaan kis disha ko darshata hai?


a. Ans:  South

352. Switch no 5 ______ switch hai.


Ans:  Pressure mark 1

353. Switch No 10______ switch hai


Ans: Time pencil mark- 2

354. Ek inf bn mein attch pers kitne hoten hain.


355. Ans:  01-01-12

356. Sabse bari iv canula ka guage aur colour likho?


Ans:  16G , Gray

357. Revetment kitne prakar ka hota hai. Naam likho.

Ans.2 types.

(a) Wall type

(b) Skin type

358. Aap dusman ke ilaqe mein apne ptl se physically milap karna chahten hain kitne door se karnge?


359. Ans:  25 Yds

360. Grit ka estemal kis mein kiya jata hai.?


361. Ans:  Fire control order




362. Dushman ke uper fup mein uske tarteeb ko bigarne ke liye jo hamla kiya jata hai use kiya kahten hain.?


363. Ans:  Spoiling attack

364. Harkati tgt par sist lene ke tariqe likho?


Ans:

1. Tracking

2. Trapping

365. Gamma rays kitne moti rcc deewar ko par kar sakte hai?


366. Ans:  24 Inch 



367. Fire trench mein elbow rest ki chaurai likho.?


368. Ans:  09 Inch

369. Camps ke prakar likho.


Ans:

(a) Temporary camp

(b) Semi-permanent camp

(c) Permanent camp


370. Miniflare cartridge kitne prakar ke hain?


Ans:  03

371. Med examination report form ka number likho?

Ans:  AFMSF 2A

372. 7.62 mm MMG ka wajan likho?

Ans: 24.4 kg

373. Direction picket kahan lagta hai?

Ans:  TP se 3 mtr aage

374. Mine A/P M-16 ka wajan likho?

Ans: 3.6 kg

375. Get away man ka kaam likho?

Ans:  khabar ko HQ tak pahuchana.

376. Ek arty regt ke liye CUWA kitna hota hai.?


Ans:  2 km x 2km

377. No-77 Gren mein kaun sa detonator istemal kiya jaata hai?


Ans: No 68 detonator

378. Kya or ko furlough lve laghu hain?


Ans: No

379. 84mm RL ke naye amn ka naam likho?


Ans: FV 551 

380. India ka gps kis sattelite per kaam karta hai.?


Ans:  Navstar (USA)


381. Dog kitne duri se smell ko le sakta hai?


Ans:  500 mtr

382. UGS mein sensors kitne prakar ke hoten hain?


Ans:  04

383. Subsidiary aiming mark kis hatiyar mein hota hai?


Ans: 51 mm Mor

384. Injection dene ke tareqe likho.


Ans: IM aur IV, sub cutaneus


385. Bridge ke kitne hisse hoten hain naam likho.


Ans: Abbotment, Peir, Span



386. Fuse combination M 605 ke andar kaun kaun se charge hoten hain.?


Ans:  Relay chrge   Delay charge   Flash iginator

387. 7.62mm MMG ke belt ki lambai likho?


Ans: 11 feet 3 Inch

388. Mine A/P NMM 14 ka laying time likho.?


Ans:  03 min

389. Bhaktar shikan (Pak) ka kam se kam rg likho.

Ans: 100mtr


390. 12.7 mm HMG ka zyada se zyada rg likho?

Ans: 1600 mtr


391. 60mm Mor ka kam se kam rg likho?

Ans.  50 mtr


392. Small arms ke fire se protection ke liye OHP kitna hona chahye

Ans: 15 cm


393. IS battle sign ka matlab kya hai?W

Ans:  Sab thik hai

394. BFSR kis siddanth par kam karta hai?

Ans: Doppler effect ke siddanth par.

395. Message ke bhag likho?

Ans:  Call-Text-End

396. Insan ke shareer ke sabse bari artery ka naam likho?

Ans: Aorta  

397. Ghatak pl ke pl HQ ke nafri likho?

Ans:  01-01-03

398. Mine A/T HPD-2 kis siddhant par kaam karta hai?

Ans:  Magnetic alternative

399. Projector 3A ek bn mein kitne auth hain?

Ans: 36

400. Compass mein tongue notch, hair line aur thumb ring ke katav ka kya kaam hai?

Ans: Map set karna (check)

401. Tare kis disha ke taraf harkat karte hain?

Ans: East to West

402. Tuning up aur stocking up ki karwai kab ki jate hai.

Ans: Zeroing se pahle

403. Mine A/T ND Mk-i ka chalne ka sidhant likho.

Ans: Sear washer control

404. Bharat ke rashtrapati ka naam kya hai?

Ans: GR ko RS par pass karne ke liye .


405. Unicode key ka istemal kahan hota hai?

Ans: GR ko RS par pass karne ke liye .

406. R/S VPS MK-III ka freq range kitna hai ?

Ans: 403 mhz to 470 mhz.

407. Get away man ki zimmedari ptl ke khabar haasil karne ke baad shuru hoti hai. √ 

408. Stars-V ka tape antenna, whip antenna aur GPA ke saath comn range kitna hai?

Ans: Tape ant - 5 - 7 km . Whip ant - 9 - 12 km.

GPA  - 25 km .

409. Ptls kitne prakar ke hote hain? Naam likho.

Ans - (a) Reece ptl (b) Protective Ptl (c) Special Msn Ptl

410. Frost bite hone par mareej ko jaldi se jaldi garam jagah le jakar uske affected area mein massage karne chahiye. X

411. HHTI ka 6 mtr ke veh/ tank ko detect karne ke range kya hai?

Ans:  06 km 

412. Ambushes kitne prakar ke hote hain? Naam likho. 

Ans: Tyari ka, Mauke ka


413. HHTI mein fd of view kitne prakar ke hote hai?

Ans:2 prakar ke    (a)Wide fd of view (b) Narrow fd of view 


414. HHTI ko ‘on’ karne mein kitna samay lagta hai?

Ans: 8 minutes.

415. RL ke tana burst ke dauran round ke nose par range 50 m up kyon lagaya jaata hai?

Ans: Impact fuse ke kaam na karne par timed fuse kaam kare.

416. HHTI ka wajan kitna hota hai ?Ans: 3.9 KG.

417. Sight picture ki galti ko sudharne ke liye kis ka istemal kiya jaata hai?

Ans: Aiming correcter

418. 7.62mm SLR ki apeksha mein 5.56mm INSAS Rif mein recoil kitna kam hai? Ans: 75% Kam hai

419. PNVG/PNVD kis kam aata    hai ?Ans: 75% Kam hai

420. 1000 se 2500 mtr tak ki unchai mein MI-4 ke liye helipad ka size likho. Ans:  100x35mtr

421. PNVD ko kitna volt power supply ki zaroorat  hoti hai? Ans: 1.5 v x 2 = 3 v.

422. LRF LH 30 kis kaam aata     hai  ?Ans: Range malum karne ke liye.

423. BFSR kitne mode mein kaam karta hai ? Ans:  4 Mode mein (a) Replay mode (b)Trg mode (c)Operating mode

(d) Operational mode

424. Mine  fd kitne parkar ke hote hain? Ans:  5 parkar ke   

(a) protective mine fd     (b) mine fd  (c) tac mine fd (d) nuisance mine fd (e) dummy mine fd 

425. Charge kitne parkar ke hote hain ? Ans.   3 parkar ke   (a) Basic charge  (b) Shaped charge  (c) Aslt charge  

426. Demolition circuit kitne parkar ke hote hain? Naam likho. Ans:4 parkar ke   (a) Single line circuit  (b) Simplified circuit  (c) Altranative circuit  (d) Altranative with super imposed by electronic circuit

427. 9mm Pistol ka unit res amn kitna hai? 03

428. IED banane ke liye kya saman istemal kiya jata hai ? Ans: (a) Explosive (b) Detonator   (c) Container   (d) Power source

(e) Mechanism  


429. Anti pers mine kitne parkar ke hote hain? Ans:  3 parkar ke   

(a) Non metalic model no 14 (b) Mine M-16 (fragmentation)  

(c) Mine anti pers directional (claymore mine). 

430. Night DZ ko mark karne mein 5 lights ka istemaal hota hai. (Sahi ya galat) X

431. Yellow roundel  APC  aur B veh par lagta hai. (Sahi ya galat)

Ans: Sahi

432. Battle messages dwara kitne bade messages pass kiye ja sakte hain?

Ans:  15

433. Assualt charge mein assault ke dauran  safety fuse ki lambai kitni hoti hai ?

Ans.  15 cm


434. OP raat mein jodi mein kam karte hain?

(a) Yes (b) No √ 

435. Night helipad marking ke dauran uska diameter kam se kam 80 mtr hona chahiye?

(a) Yes (b) No √ 

436. Ambush mein scout aur stop kaam aapas me badali kar sakate hain?

(a) Yes (b) No √ 

437. Confirmatory reece   raid ke ek din pehale ki jati hain?

(A) Yes (b) No √ 

438. Detonating cord ka dia 5mm hai?

(a) Yes √ (b) No

439. Nark army ke green arrow msl ka zada  se zada effective range 3000 mtr hain?

(a) Yes (b) No

440. Dushman ki casualty mine fd density par nirbhar karte hain? 

(a) Yes (b) No √ 

441. Patrolling ke dauran har samay ptl base chunna zaruri hai?

(a) Yes (b) No √ 

442. Recce ptl khabar hasil karne ke liye fire kar sakti hai

(a) Yes (b) No

443. Protective mine fd engr dwara lay kiya jata hain?

(a) Yes (b) No √ 

444. Safety fuze ka burning rate  60 cm+/-6cm per min hai?

(a) Yes (b) No

445. ISF stricking ko ek bar crimp karte hain?

(a) Yes (b) No √ 

446. 84mm RL ka ILL round bagair pendulum sight ke bhi fire  kar sakate hain?

(a) Yes √ (b) No

447. Milan msl ka range maximum 3000 mtr hain?

(a) Yes (b) No √ 

448. Bacteria - yah ek bio chemical agent hain?

(a) Yes (b) No √ 

449. Water plume charge mein pani ki kam se kam staha 60 cm hona chahiye?

(a) Yes (b) No √ 

450. Tayari ke ambush me party cdr covering party mein hota hain?

(a) Yes (b) No

451. Protective mine field do def ke beech ke gap ko cover karne ke liye lagaya jata hain?

(a) Yes (b) No √ 

452. Radiation ka smell aur color nahin hai aur usko dekh nahi sakate hain?

(a) Yes (b) No 

453. Tilt switch ka istemal IED blast karne ke liye kiya jata hain?

(a) Yes (b) No

454. Switch No 10 time pencil mein alag alag color ke liye alag time delay hota hain?

(a) Yes (b) No

455. Ied banane mein urea aur gun powder ka istemal explosive ke tahat kiya ja sakta hai?

(a) Yes (b) No

456. Trip flare fatane ke bad ki roshani 1000 candle ke barabar hoti hain jo ki 30 se 45 second tak jalata hain?

(a) Yes (b) No √ 

457. Trip flare trip wire ko katane se apni chal chalta nahin?

(a) Yes (b) No √ 

458. Mine field breaching party 0.52m chaurai mein breaching karati hain ?

(a) Yes (b) No √ 

459. Zig Zag mine laying  method se mountain trn mein mine lay kar sakate hain?

(a) Yes (b) No

460. Mountain trn me single row mine lay method mein jyada mine ko lay kar sakate hain?

(a) Yes (b) No

461. Mine field ka 1 m frontage aur pura depth mein milne wale mineon ki tadad ko density kahate hain?

(a) Yes (b) No

462. Detonating cord  ke istemal se kai chargeon  ko ek hi samay fire kar sakate hain?

(a) Yes √ (b) No

463. Prisoner of war ko chemical industry, metal industry,  machinery industries me kaam karava sakate hain?

(a) Yes (b)   No √ 






टिप्पणियाँ